Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

    Originally posted by aik_lerki View Post
    Zada ghour acha nahe aise baton per
    kise ka naam likh likh ker mitana oski adat hai
    mohabat ma wo sanjeeda hai kitna dekhty rehna
    mohabbat yon her kise sy jatana oski adat hai
    yeh shair .."zal" sey start horaha hai..
    zada ..zal sey likha jata hai "zey" sey nahi

    Comment


    • #32
      Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

      Originally posted by aik_lerki View Post
      Ziker shab - e - firaaq say wahshat usay bhe the
      mere tarah kise se mohabbat usay bhe thee
      mujhko bhe shooq tha na'ay chahron ki deed ka
      rasta badal kay chalny ki adat usay bhe the

      yeh shair bhi .."zal" sey start horaha hai..
      zikar ..zal sey likha jata hai "zey" sey nahi

      Comment


      • #33
        Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

        Originally posted by aquari View Post
        yeh shair bhi .."zal" sey start horaha hai..
        zikar ..zal sey likha jata hai "zey" sey nahi

        yeh shair .."zal" sey start horaha hai..
        zada ..zal sey likha jata hai "zey" sey nahi
        Umm sorry :embarasse
        dehan nahe raha tha bilkul bhe .

        Comment


        • #34
          Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

          zakhm diay hain itny tum nay mujh ko
          zakhmo pay mery marham lagao to sahe
          waday to boat kerty thy mujhko apnany kay
          waday nibha ky dekhao to sahee

          Comment


          • #35
            Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

            Zindage to apni hai lut gae to phir kiya ghum
            ghum tere amanat hai chin gaya to kiya hoga
            Last edited by aik_lerki; 11 August 2007, 21:44.

            Comment


            • #36
              Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

              Zindagi insaan ki ik dam key siwa kuchh bhi nahin
              dam hawa ki mauj hai ram key siwa kuchh bhi nahin
              raaz-e-hasti raaz hai jab tak koi mehram na ho
              khul geya jis dam to mehram key siwa kuchh bhi nahin
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #37
                Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

                Originally posted by aik_lerki View Post

                Umm sorry :embarasse
                dehan nahe raha tha bilkul bhe .
                its ok dear :phool:

                Comment


                • #38
                  Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

                  Zindage guzre hai pal ma mere
                  aur marny ma bohat dair lage
                  kab samaita tha kise nay mujko
                  kab bikharny ma bohat dair lage

                  Comment


                  • #39
                    Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

                    zuban ruk gaii aakhir sehar key hotey hi
                    tumaam raat kati, dil sey guftgoo kartey
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #40
                      Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

                      Zindage kay din kesy bhe guzar ja'ain gay
                      ek din hum bhe chupke sy mar ja'ain gay
                      aaj rehty hain aap kay dil main yaad ban ker
                      kal aanson ban ker aankho say beh ja'ain gay

                      Comment


                      • #41
                        Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

                        Zindagi jabr-e-musalsal ki tarha kaati hai
                        jaaney kis jurm ki paii hai saza yaad nahin
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #42
                          Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

                          Zamana beet geya tark-e-ishq ko Tishna....
                          Attached Files
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

                            Zey
                            Attached Files
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #44
                              Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

                              Aatish ka aik shair
                              Attached Files
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #45
                                Re: Hurf "Zey" sey shorrow honey waley Ashaar

                                zindagi tere ata the so tery naam hoe
                                hum ne jese bhe basar ki tera ahsaan jana
                                yohe mosam ki ada dekh ker yaad aaya hai
                                kis kadar jald badal jaty hain insaan jana

                                Comment

                                Working...
                                X