Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

    Is zulem ke duniya mainfaqat payar meri maan
    Hai mery ley saya-e-diwar meri maan
    Nafrat ky jazeron sy mohabat ke hadun tak
    Bus payar hai haan payar hai payar meri maan

    Comment


    • #17
      Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

      Chura laya hooN khud ko apna saya chor aaya hooN
      MaiN us ke aaine maiN apna chehra chor aaya hooN

      Comment


      • #18
        Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

        mohabbat dard ki soorat
        guzishta mousamon ka istaara ban k rehti hai
        shaan-e-hijr main' roshan sitara ban k rehti hai
        mundairon pe chiraghon ki looen jab thartharati hain
        nagar main na umeedi ki hawain sansanati hain
        gali main jab koi ahat koi saya nahi rehta
        dukhey dil k liye jab koi bhi dhoka nahi rehta
        ghamon k bojh se tootney lagtey hain shanay tou ye in pe hath rakhti hai
        kissi hamdard ki soorat!

        Comment


        • #19
          Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

          meray humrah bhi ruswaian hain meray mazi ki
          tumharay sath bhi guzeri raton ka saya

          Comment


          • #20
            Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

            Main Jidher Gia Main Jahan Raha
            Maray Saath Thaa
            Wouhi Aik Saya-E-Mahrbaan
            Wou Jou Aik Parda-E-Abr Thaa Sar-E-Asmaan
            Pas-E-Her-Gumaan
            Wou Jou Aik Harf-E-Yaqeen Thaa
            Maray Her Safar Kaa Ameen Thaa

            Comment


            • #21
              Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

              Magar ab kay kesi chaRdhi hain ghatayen
              Jo bondain hain peyasi to dariya bhi peyasa
              Najanay hain kis behr ki arzo main
              Peyasay badan aur saya bhi peyasa
              Yeh sab naqsh hasil-e-awargi hain
              Nigahain hain banjar to chehra bhi peyasa

              Comment


              • #22
                Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

                Ghazloo ney wahi zulf k phela dya saayee
                Jin rahoo pr dekha hai bauht dhoop kari hai

                Comment


                • #23
                  Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

                  Kabhi mehnat ka sila apni na paya hum ney
                  Chaoo auroo ko milli pair lagaya hum ney

                  Comment


                  • #24
                    Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

                    HUM IRD GIRD KEY MAUSAM SEY JUB BHI GHABRAIAN
                    TEREY KHAYAL KI CHAOO MAIN BETH JATEY HAI

                    Comment


                    • #25
                      Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''


                      Mohabbat kay Safar may koi Rasta nahiN deta
                      ZamiN Waqif nahiN banti Falak Saaya nahiN deta.
                      Khushi aor Dukh kay mosam sab kay apnay apnay hotay hain.
                      kisi ko apnay hissay ka koi Lamha nahiN deta
                      Udasi jis kay Dil main ho usi ki neend hoti hay.
                      kisi ko apni AnkhoN say koi sapna nahiN deta
                      Uthana khud hi pardta hay thaka tota badan apna
                      kay jab tak Sans chalti hay koi Kandha nahiN deta.
                      :rose :rose
                      :rose
                      :rose :alhamd: :rose
                      Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
                      yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
                      :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

                      Comment


                      • #26
                        Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        mohabbat dard ki soorat
                        guzishta mousamon ka istaara ban k rehti hai
                        shaan-e-hijr main' roshan sitara ban k rehti hai
                        mundairon pe chiraghon ki looen jab thartharati hain
                        nagar main na umeedi ki hawain sansanati hain
                        gali main jab koi ahat koi saya nahi rehta
                        dukhey dil k liye jab koi bhi dhoka nahi rehta
                        ghamon k bojh se tootney lagtey hain shanay tou ye in pe hath rakhti hai
                        kissi hamdard ki soorat!
                        :salam:
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment


                        • #27
                          Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          Magar ab kay kesi chaRdhi hain ghatayen
                          Jo bondain hain peyasi to dariya bhi peyasa
                          Najanay hain kis behr ki arzo main
                          Peyasay badan aur saya bhi peyasa
                          Yeh sab naqsh hasil-e-awargi hain
                          Nigahain hain banjar to chehra bhi peyasa
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment


                          • #28
                            Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            dhoop mein kho gya woh hath chhura ker,
                            gher se jo sath chala tha mera saya ban ker,
                            kabhi ansu,kabhi khushbu,kabhi naghma ban ker,
                            hum se her shaam mili hai tera chehra ban ker.....
                            :phool:
                            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                            Comment


                            • #29
                              Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

                              Originally posted by Shiza422 View Post
                              Mohabbat kay Safar may koi Rasta nahiN deta
                              ZamiN Waqif nahiN banti Falak Saaya nahiN deta.
                              Khushi aor Dukh kay mosam sab kay apnay apnay hotay hain.
                              kisi ko apnay hissay ka koi Lamha nahiN deta
                              Udasi jis kay Dil main ho usi ki neend hoti hay.
                              kisi ko apni AnkhoN say koi sapna nahiN deta
                              Uthana khud hi pardta hay thaka tota badan apna
                              kay jab tak Sans chalti hay koi Kandha nahiN deta.
                              :rose :rose

                              :rose
                              :phool:
                              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                              Comment


                              • #30
                                Re: Is Maah (July)ka lafz ''chahoo/saaya''

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                Ous ki aankh mein aik saya hae
                                Choot kha kar jo muskuraya hae
                                Yaad ban kar jo rach gaya khuon mein
                                Ous ko sach muchh bohat bhulaya hae
                                Choot kha kar jo muskuraya hae
                                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                                Comment

                                Working...
                                X