Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

is Maah (May) ka lafz "Haath"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • is Maah (May) ka lafz "Haath"

    Assalam O aliukum,

    jesa ke aap sab is silsiley se waqif hain ..
    ke titile word jo diya hai hai .. us ko jin ashaar mein use kia gia hai
    wo yehan per post keejye ..so is maah ka lafz hai
    "haath"
    aaye sab mil ker ashaar share kertey hein ...


    shukryaa :)
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

    haath chhuuTe bhii to rishte nahii.n chho.Daa karate
    vaqt kii shaaKh se lamhe.n nahii.n to.Daa karate
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #3
      Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

      haath uThe hai.n magar lab pe duaa ko_ii nahii.n
      kii ibaadat bhii vo jis kii jazaa ko_ii nahii.n
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #4
        Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"


        :rose :rose :rose

        Bulandh Haathoan Main Zanjeer Daal Dhaithay Hain
        Ajeeb Rasam Chalii Hai Duaa Na Maangay Koii

        Comment


        • #5
          Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

          wo kia shair tha keh

          tum takalluf ko bhi ikhlaas samjhtai ho faraz
          dost hota nahi her haath milanai wala
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment


          • #6
            Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

            Sab kuch Khuda sey maang liya Tujh ko Maang kar
            Uth'tay nahin hain haath Merey, Iss Dua ke baad

            Comment


            • #7
              Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

              for my great MOTHER[/COLOR]
              mairey moul ayeah haseen hath salamat rukhna
              in ki khushboo sey mouatar hai maira sara wojood
              inhi hathon main mairey khwaab chupey hain moula
              [/COLOR]ungliyan mujh ko mohabbat main bhigo deeti hain
              inhi pouroon ney mairey dard chuney hain moula
              in ki rug rug main mohabbt hi mohabbt rukhna
              khwaboon sey narm khyaloon ki tarhan nazuk hain
              in k her lams main mairey liye chahat rukhna
              mairey moula yeah haseen hath salamat rukhna
              ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
              ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

              Comment


              • #8
                Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

                FOR MY GREAT MOTHER
                MAIREY MOULA YEAH HASEN HATH SALAMAT RUKHNA
                IN KI KHUSHBO SEY MOUATAR HAI MAIRA SARA WOJOOD
                IN HI HATHOON MAIN MAIREY KHWAAB CHUPEY HAIN MOULA
                UNGLIAN MUJH KO MOHABBT MAIN BHIGO DEETI HAIN
                INHI POROON NEY MIAREY DARD CHUNEY HAIN MOULA
                IN KI RUG RUG MAIN MOHABBAT HI MOHABBT RUKHNA
                KHWAAB SEY NARM KHYALOON KI TARHAN NAZUK HAIN
                IN K HER LAMS MAIN MAIREY LIYE CHAHAT RUKHNA
                MAIREY MOULA YEAH HASEEN HATH SALAMAT RUKHNA
                AMEENNN
                ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
                ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

                Comment


                • #9
                  Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

                  :welcome:
                  ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
                  ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

                  Comment


                  • #10
                    Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

                    :dua
                    ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
                    ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

                    Comment


                    • #11
                      Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

                      :dua utha k hath khuda sey mangi hai yeahi dua
                      naseeb hon khushiyan tumhein , tum khush rahoo sada
                      tum ko rahat miley, tum ko chaht miley
                      tum ko sarey jahan ki mohabbat miley
                      jahan main sub sey achey hon tumharey naseeb
                      koi dukh kabhi na ayey tumharey khareeb
                      dil ki her arzo pori khuda karey
                      tumharey chahney walon ko kabhi na juda karey
                      mil jayein tum ko mairey bhi naseeb ki khushian
                      dua hai tum ko kabhi ghum na miley
                      ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
                      ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

                      Comment


                      • #12
                        Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

                        kuch udaas kuch khamosh
                        kuch bebas see lakeerien merey

                        haath ki?
                        Dhoondta Rehta hoon aksar in Lakeeron main
                        Aik lakeer tere naam ki
                        Kuch maloom bhi hey
                        Kuch dil bhi janta hey
                        Ke in lakeeron main koi lakeer Nahi tere naam ki
                        Phir bhi naa jane kion dhondta Rehta hoon
                        Aksar ek lakeer tere naam ki
                        Aik lakeer

                        terey naam ki....

                        Comment


                        • #13
                          Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

                          Baarishon ke mausam main Waqt ke andheron main
                          Maine us se poocha tha Chorr to na jaoge

                          Haath tham ker us ne Kaan main yeh bola tha
                          Kaise chorr sakta hoon Tum to Jaan ho meri
                          Aur aaj aisa hai Waqt ki tamazat main
                          Wehshaton ke Mausam main Maine us se poocha hai
                          Chorr kar hi jaana tha Muskurati galiyon main
                          Aas kyun dilayi thi Pyaas kyun jagayi thi
                          Mere in sawalon per Na woh chonka na woh thehra
                          Chalte chalte itna kaha Mausamon ke khel hain sab

                          Comment


                          • #14
                            Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

                            Pilaya Haath Sai Bhi Aankh Sai Bhi
                            Yai Merai Saaqi Ka Dugna Karam Tha
                            Nasha Pila Kai Girana Toh Sab Ko Aata Hai
                            Maaza Toh Tab Hai Jab Girtay Ko Tham Lai Saaqi

                            Comment


                            • #15
                              Re: is Maah (May) ka lafz "Haath"

                              :)
                              Attached Files

                              Comment

                              Working...
                              X