Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

    Assalam O Aliukum,

    is maah jo ashaar ham is thread mian post karen ge un ka unwaan hai "umeed" ... aap sab yehan pe wo ashaar post ker saktey hein ji main Lafz
    "umeed" istimaal hua ho ... shukryaa ...

    Topic of the Month: "umeed"

    shuroo kertey hein:
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

    chhin ga_ii aaKhirii umiid bhii dil se "Ashaar"
    ye sahaaraa hai ki ab koii sahaaraa na rahaa
    [Habib Ahmed Ashaar]
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #3
      Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

      na jaane kis liye ummiid vaar baiThaa huu.N
      ik aisii raah pe jo terii rahaguzar bhii nahii.n
      [Faiz Ahmed Faiz]
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #4
        Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

        yuu.N to har shaam ummiidon pe guzar jaatii thii
        aaj kuchh baat hai jo shaam pe ronaa aayaa
        [Shakil Badayuni]
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment


        • #5
          Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

          kuchh kaTii himmat-e-savaal me.n umr
          kuchh ummiid-e-javaab me.n guzarii
          [Fani Badayuni]
          Visit My Early PS Work
          You Are Welcome To Comment

          Comment


          • #6
            Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

            na koii vaadaa na koii yaqii.n, na koii ummiid
            magar hame.n to teraa intazaar karanaa thaa
            [Firaq Gorakhpuri]
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment


            • #7
              Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

              kam se kam maut se aisii mujhe ummiid nahii.n
              zi.ndagii tuu ne to dhoke pe diyaa hai dhokaa
              [Firaq Gorakhpuri]
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment


              • #8
                Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

                Originally posted by Aania View Post
                chhin ga_ii aaKhirii umiid bhii dil se "Ashaar"
                ye sahaaraa hai ki ab koii sahaaraa na rahaa
                [Habib Ahmed Ashaar]
                nice 1
                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                Comment


                • #9
                  Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

                  Originally posted by Aania View Post
                  na koii vaadaa na koii yaqii.n, na koii ummiid
                  magar hame.n to teraa intazaar karanaa thaa
                  [Firaq Gorakhpuri]
                  nice 1
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

                    Koi umeed bar nahin aati
                    koi soorat nazar nahin aati
                    maut ka ik din mo'ayyan hai Ghalib
                    neend kyun raat bhar nahin aati
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

                      Ham ko un sai hai wafa ki ummed
                      jo nahi jantai wafa kya hai
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

                        Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                        Ham ko un sai hai wafa ki ummed
                        jo nahi jantai wafa kya hai

                        main janta hoon wafa kya hai :p wafa Pegham ki member hain :khi:
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

                          Originally posted by Masood View Post
                          main janta hoon wafa kya hai :p wafa Pegham ki member hain :khi:
                          :hehe:
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

                            Tujhe Ek nazar dekhney kay liyeh' Kis qadar beqarar hai hum
                            Tere aaney ki umeed bhi nahi' Phir bhi mehw-e-intizar hain hum
                            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                            Comment


                            • #15
                              Re: Is Maah (April) Ka Lafz "Ummiid"

                              thee bahut umiid to apnon se is dil ko kabhee
                              par hameshaa saath ye hamdam naheen hote

                              Comment

                              Working...
                              X