Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

    Kuchh ashaar aik ghazal sey
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #77
      Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

      Hmmm Khoob ...


      Roth Bhi Jay Yeh Mohabbat Tu
      Makhmalein Sa Hasa'r Rehta hai ..
      Zindagi Thak Gaye ..!!

      Comment


      • #78
        Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

        Raat baaqi rahey keh dhal jaey?
        zindagi tu na rukh badal jaey
        hijjar ki raat dhal gaii Mohsin
        ab to dil sey kaho sanbhal jaey :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #79
          Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

          Rishton say sadaa judaa hai ishq
          Isliye hi bana khuda hai ishq

          Comment


          • #80
            Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

            Raiyga nahi jaati DIL pe jo guzarti hai
            Aadmi bikharta hai, shayri nikharti hai

            Comment


            • #81
              Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

              raah-e-talab mein kaun kisi kaa apane b begaane hain
              chaaNd se mukhaRay rashk-e-GhazlaaN sab jaane pehachaane hain

              Comment


              • #82
                Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                Rasta ha ky kat'ta jata hai
                fasla hai kay kam nahe hota
                wakt kerta hai parwarish barson
                haadsa aik dam nahe hota

                Comment


                • #83
                  Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                  Roothay hein aaj hum Khud apnay hee aap se
                  Roothay ko manaa-ay koi yaa aaaeeina hee dey

                  My Own

                  Comment


                  • #84
                    Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                    Rasm - e - ulfat hi ijazat nahe dete werna
                    hum bhe aisa bhoolain tumhain k sada yad kero

                    Comment


                    • #85
                      Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                      Rakht-e safar bhi ho ka meray sath shehar mein
                      Sehra bhi shoaq-e naqal makanai mein aa-ay gaa

                      Comment


                      • #86
                        Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                        Rehty ho jo hum se dour bohat,majboor ho tum , majboor bohat
                        hum samjhon ko samjhanaa kiya , hum behlon ko behlaaana kiya

                        Comment


                        • #87
                          Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                          raat sun_saan dasht-o-dar Khaamosh
                          chaaNd sitaare shajar hajar Khaamosh

                          koi aavaaz-e-paa na baang-e-jaras
                          kaaravaaN aur is qadar Khaamosh

                          Comment


                          • #88
                            Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                            Rukta bhe nahe theek say chalta bhe nahe hai
                            ye dil kay tery baad sambhalta bhe nahee hai

                            Comment


                            • #89
                              Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                              Roaz aatay ho poochnay aseeroun ka mizaj
                              kion nahi kehtay k jaO tumein aazad kia

                              Comment


                              • #90
                                Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                                Rula ky humain vo khush reh pa'ain gay
                                sath ma nahe to mery jany k bad muskuraygay
                                dua ha Allah say kabhe onhain dard na dena
                                hum to seh ga'ay wo tout k bikhar jaygay

                                Comment

                                Working...
                                X