Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

    Nice collection friends ... :)
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #47
      Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

      rraz-e-mohabbat kehnay waaalay looog too laakhoon milty hien
      raaz-e-mohabbat rakhnay waala koi hum sa daykha ho to kaho

      Comment


      • #48
        Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

        Raastay bhar ki rafaaqat bhi boht hay jaan-e-mann
        warna manzil par pohnch kar koon kis ka aashnaaa

        Comment


        • #49
          Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

          Raah-e-hayaat mein woh milay to thy ik baar
          par un say baaat cheeet boht mukhtasar hui

          Comment


          • #50
            Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

            Raaat yun dil mien tayri khoi hui yaaad aai
            jysay veraany mien chupkay say bahaar a jay
            jysay sehraon mien holay sy chalay baad-e-nasim
            jysy beemaaar ko baywajah qaraar aa jaay

            Comment


            • #51
              Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

              Rukhsat howa to baat meri maan kar gaya
              jo us k paas tha mujhe daan kar gaya

              Comment


              • #52
                Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                rabtaa baaham pe hame.n kyaa na kahe.nge dushman
                aashianaa jab tere paiGhaam se jal jaate hai.n

                Comment


                • #53
                  Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                  Comment


                  • #54
                    Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                    Rooth Jaatay Ho Tu Kuch Aur Haseen Lagtay Ho
                    Hum Nay Yeh Soch K Hi Tum Ko Khafa Rakha Hai

                    Tum Jisay Roota Hua Chorr Gaey Thay Ek Din
                    Hum Nay Us Shaam Ko Seenay Say Laga Rakha Hai

                    Comment


                    • #55
                      Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                      Comment


                      • #56
                        Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                        Roka tha kabhi dil Ko , kisi Ahat pay dharknay se
                        Ab chahtay hein AAHAT k Yeh DIL kabhi Tu Dharkay
                        Huma

                        Comment


                        • #57
                          Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                          :rose Wa Alikum Assalam:rose

                          Rakhta hay koan yaad purani Rifaqatain
                          Mitti ka Naam tak nahee Mitti kay tel may
                          :rose :alhamd: :rose
                          Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
                          yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
                          :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

                          Comment


                          • #58
                            Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                            rabtaa baaham pe hame.n kyaa na kahe.nge dushman
                            aashianaa jab tere paiGhaam se jal jaate hai.n

                            Comment


                            • #59
                              Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                              raaz j nahi k hum nay aap say pyar kia
                              raaz j hai k hum ne kabi izhaar na kia
                              Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                              Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                              Comment


                              • #60
                                Re: "Rey" se shuroo Honey waley Asha'r

                                Rehti hai sath sath koi khusgawar yaad
                                tujh se bicher k teri rafaqat nahi gaei

                                Comment

                                Working...
                                X