Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Sey Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Lafz Sey Ashaar

    Originally posted by Masood
    koi

    dayaar
    Attached Files

    Comment


    • Re: Lafz Sey Ashaar

      giraa'N

      tujh pay giraa'N guzertay hain khwaab kay manazir to bata
      ham teri soch kee hadd'on say nikal jaatay hain

      Comment


      • Re: Lafz Sey Ashaar

        Originally posted by - aa -
        giraa'N

        tujh pay giraa'N guzertay hain khwaab kay manazir to bata
        ham teri soch kee hadd'on say nikal jaatay hain

        khwaab
        Attached Files

        Comment


        • Re: Lafz Sey Ashaar

          aankhain

          meray khwaab'oan kee basti say janaazay uth'tay jatay hain
          meri aankhain jisay choo lain woh sapna toote jaata hai

          Comment


          • Re: Lafz Sey Ashaar

            Originally posted by - aa -
            aankhain

            meray khwaab'oan kee basti say janaazay uth'tay jatay hain
            meri aankhain jisay choo lain woh sapna toote jaata hai
            bahot khoobsurat shair likha hai aap ne
            Attached Files

            Comment


            • Re: Lafz Sey Ashaar

              Originally posted by khwaab
              bahot khoobsurat shair likha hai aap ne

              thank you thank you thank you :D :D :D (i know keh aap ney kisi aur sey kaha hai :)

              achha KHAWAAB

              hona to wohi hai jo muqaddar mein likha hai
              lekin woh merey khawaab merey khawab mere khawab
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Lafz Sey Ashaar

                Originally posted by Masood
                thank you thank you thank you :D :D :D (i know keh aap ney kisi aur sey kaha hai :)

                achha KHAWAAB



                hona to wohi hai jo muqaddar mein likha hai


                lekin woh merey khawaab merey khawab mere khawab



                khair shair aap ke bhi buray nahin hotay:D
                Attached Files

                Comment


                • Re: Lafz Sey Ashaar

                  maazi

                  Yaad-e-Maazi azzab hai ya-Rab
                  chheen ley mujh sey hafiza mera
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Lafz Sey Ashaar

                    Originally posted by Masood
                    maazi

                    Yaad-e-Maazi azzab hai ya-Rab
                    chheen ley mujh sey hafiza mera
                    Yaad
                    Attached Files

                    Comment


                    • Re: Lafz Sey Ashaar

                      Gham

                      Gham ki barish ney bhi terey naqsh ko dhoya nahin
                      tu ney mujh ko kho diya, main ney tujhey khoya nahin
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Lafz Sey Ashaar

                        Originally posted by Masood
                        Gham

                        Gham ki barish ney bhi terey naqsh ko dhoya nahin
                        tu ney mujh ko kho diya, main ney tujhey khoya nahin

                        ghum
                        Attached Files

                        Comment


                        • Re: Lafz Sey Ashaar

                          Aetbar

                          meri wafa merey wadey peh aetbaar karo
                          millan qareeb hai thora intizaar karo
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Lafz Sey Ashaar

                            Originally posted by Masood
                            Aetbar

                            meri wafa merey wadey peh aetbaar karo
                            millan qareeb hai thora intizaar karo

                            wada

                            milna dubara milnay ka wada judaiyan
                            itnay bahot se kaam achanak nimat gaye

                            Comment


                            • Re: Lafz Sey Ashaar

                              juda'ee

                              katt hee gaee juda'ee bhi, kab yeh hoaa keh merr ga'ay
                              teray bhi din guzar ga'ay, meray bhi din guzar ga'ay

                              Comment


                              • Re: Lafz Sey Ashaar

                                Jud'dai


                                Pehla Harf Ism-e-Mohabbat, Akhri lafz Jud'dai
                                In dono ke beech kya tha' kuch samajh na aayi
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X