Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Sey Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Lafz Sey Ashaar

    Originally posted by Masood
    Haath
    haath

    haath mere bhool baithay dastakain denay ka fun
    band jab se mujh pe uske ghar ka darwaza hua
    Last edited by khwaab; 9 September 2005, 13:30.

    Comment


    • #77
      Re: Lafz Sey Ashaar

      Darwaza:

      Dil dard ki shiddet sey khoon-gishta-o-seepara
      is shehar mein phirta hai ik wehshi-o-awara
      shair hai keh aashiq, jogi hai keh banjara
      darwaza khula rakhna
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #78
        Re: Lafz Sey Ashaar

        Originally posted by Masood
        Darwaza:

        Dil dard ki shiddet sey khoon-gishta-o-seepara
        is shehar mein phirta hai ik wehshi-o-awara
        shair hai keh aashiq, jogi hai keh banjara
        darwaza khula rakhna
        dard
        Attached Files
        Last edited by khwaab; 8 September 2005, 03:43.

        Comment


        • #79
          Re: Lafz Sey Ashaar

          Originally posted by khwaab
          dard

          Tumharey aur Shehar (dono)

          Tumharey shehar ka mausam bada suhana lagey
          main aik shaam chura loon, agar bura na lagey
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #80
            Re: Lafz Sey Ashaar

            Originally posted by Masood
            Tumharey aur Shehar (dono)




            Tumharey shehar ka mausam bada suhana lagey
            main aik shaam chura loon, agar bura na lagey


            shaam
            Attached Files

            Comment


            • #81
              Re: Lafz Sey Ashaar

              Sada

              har sada dua ban ker tujh ko salaam karti hai
              merey nafson mein tu basi hai, tujhsey kalam karti hai
              aey ghuncha-e-nashagufta khuda bchaey tujhey nazr-e-bad sey
              soch duniya ki kam-tar har kisi ko badnaam karti hai

              masood
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #82
                Re: Lafz Sey Ashaar

                Originally posted by Masood
                Sada



                har sada dua ban ker tujh ko salaam karti hai

                merey nafson mein tu basi hai, tujhsey kalam karti hai
                aey ghuncha-e-nashagufta khuda bchaey tujhey nazr-e-bad sey
                soch duniya ki kam-tar har kisi ko badnaam karti hai


                masood
                sada
                Attached Files

                Comment


                • #83
                  Re: Lafz Sey Ashaar

                  Taqat

                  taqat kahan nafas mein keh rokey junoon ka zor
                  deewana bhaga jata hai zanjeer torr key
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #84
                    Re: Lafz Sey Ashaar

                    Originally posted by Masood
                    Taqat



                    taqat kahan nafas mein keh rokey junoon ka zor

                    deewana bhaga jata hai zanjeer torr key

                    zanjeer
                    Attached Files

                    Comment


                    • #85
                      Re: Lafz Sey Ashaar

                      Chand

                      Insha ji yeh aur nagar hai, is basti ki apni reet
                      sabki apni apni aankhein, sabka apna apna chand

                      ibn-e-Inshaa
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #86
                        Re: Lafz Sey Ashaar

                        aankh'ain

                        ajeeb husn hai teri udaas aankh'on mein
                        sakoot-e-subh-e-azal kaa khyaal aata hai

                        Comment


                        • #87
                          Re: Lafz Sey Ashaar

                          Husn
                          Attached Files
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #88
                            Re: Lafz Sey Ashaar

                            Originally posted by Masood
                            Husn

                            shaam
                            Attached Files

                            Comment


                            • #89
                              Re: Lafz Sey Ashaar

                              Sitara

                              Bantey hain meri kargah-e-fiker mein anjum
                              ley apney muqaddar key sitarey ko to pehchaan

                              Iqbal
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #90
                                Re: Lafz Sey Ashaar

                                Originally posted by Masood
                                Sitara



                                Bantey hain meri kargah-e-fiker mein anjum

                                ley apney muqaddar key sitarey ko to pehchaan


                                Iqbal
                                sitara
                                Attached Files

                                Comment

                                Working...
                                X