Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Maah ka Lafz " Dua"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Is Maah ka Lafz " Dua"

    Assalam O Aliukum,

    kion ke naya saal bhi shuroo ho chukaa hai aur kia khoob aaghaaz hua naye saal ka .. Eid ul Azha se .
    to chalye ham sab mil ker naye saal ki ibtida kertey hein
    LAFZ: : "Duaa" se

    aap sab ke intikhaab ka intizaar rahey gaa..
    shukryaa ...


    duaa karo ki ye paudhaa sadaa haraa hii lage
    udaasiyo.n se bhii cheharaa khilaa-khilaa hii lage



    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: Is Maah ka Lafz " Dua"

    :dua
    Attached Files


    Comment


    • #3
      Re: Is Maah ka Lafz " Dua"

      aaiiye haath uThaaye.n ham bhii
      ham jinhe.n rasm-e-dua yaad nahii.n
      ham ji.nhe.n soz-e-mohabbat ke siwaa
      koii but, koii Khudaa yaad nahii.n

      by Faiz ahmed Faiz
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #4
        Re: Is Maah ka Lafz " Dua"

        hoti nahen qabool dua tark e ishq ki
        dil chahta na ho to dua main asar kahan
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment


        • #5
          Re: Is Maah ka Lafz " Dua"

          suna hai ke mil jati hai har cheez dua se
          ik roz tumhen maang ker dekehn ge Khuda se
          Visit My Early PS Work
          You Are Welcome To Comment

          Comment


          • #6
            Re: Is Maah ka Lafz " Dua"

            ik nuqtay ki ghalti nay mahram say mujrim bna dala
            ham dua likhtay rahay wo dagha pertay rahay
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Is Maah ka Lafz " Dua"

              Najaney kon sa zulm or reh gaya hia qamar
              dua woh mangtey hain meri zindagi k liyaa

              Comment


              • #8
                Re: Is Maah ka Lafz " Dua"

                Na janay kon duaon main yaad rakhta hai
                main doobnay lagta hun samander uchaala daita hai

                Comment


                • #9
                  Re: Is Maah ka Lafz " Dua"

                  hamein ye gummaha k chaha hamein zamany ny
                  haziz mager sub ko thy zarorrato ki tarah

                  Comment


                  • #10
                    Re: Is Maah ka Lafz " Dua"

                    kal raat main ney aik duamangi hai
                    aur aik chez bari besh bha mangi hai
                    apney liyee mangi hain na khushain na sukoon , na sabr-o-qarar
                    bus tery lambi umer tery khushiyon bhari sham o sahar mangi hain
                    apney liyee mangi hai na chand sitaroon ki chamk
                    bus tery chehrey pey muskurahat ki dhank mangi hai
                    apney liyee manga hai tu bus itna mainey
                    sirf tery sath katey chahey jitni ho umer mangi hai
                    ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
                    ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

                    Comment

                    Working...
                    X