Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Haftey Ka Lafz: "Naya Saal", "Eid"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Is Haftey Ka Lafz: "Naya Saal", "Eid"

    Assalam O Aliukum,

    chalye shuroo kertey hein is haftey ka lafz,

    "Naya Saal", "Eid"

    in dono topics pe aap sab yehan Ashaar post ker saktey hein ..

    shukryaa ..

    Rules: Sirf Ashaar hi post kiye ja saktey hain
    koi ghazal, nazam nahen ... shukryaa

    Pegham Team
    Aania

    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"


    Eid
    Idhar sey chand tum dekho, Udhar sey chand mein dekhoon
    Nigahoon ka tasadam ho, aur ham donoon ki Eid ho jay
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #3
      Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

      Ai naye saal bata kaun si shay badli hai
      Ranj ki shaam wohi dard ke halaat wohi
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #4
        Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

        Tauba karo dil se dua mango ai majaz
        be khauf o qatr guzrey ILahi ye
        NAYA SAAL
        Last edited by Aania; 28 December 2006, 23:58.
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment


        • #5
          Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

          eid ka chaand hai khushioN ka sawaali aye dost
          aur khushi bheek meN maaNge se kahaN milti hai
          Visit My Early PS Work
          You Are Welcome To Comment

          Comment


          • #6
            Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

            Daman main sametay houey khusyoon ke khazany
            gate raho tum yonhe musaratoon ke tarany
            Eidain hazar easi muqader banin tumhara
            aati rahin baharain chaman ko tery mahkany
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment


            • #7
              Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

              Eid aayi hay Loag kehtay hein
              Tum jo aa jao tu yaqeen ho ja-ay
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment


              • #8
                Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"


                Visit My Early PS Work
                You Are Welcome To Comment

                Comment


                • #9
                  Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

                  Hamari EId Tu Chaand hee say thee Logo
                  Jo aayi raat Tu Badal Hi chah gay Oss din
                  Visit My Early PS Work
                  You Are Welcome To Comment

                  Comment


                  • #10
                    Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

                    kisi key wastey nafrat na rakho apney seeney main
                    jo roothey hain unhain chal kar manaou eid ka din hai....
                    Visit My Early PS Work
                    You Are Welcome To Comment

                    Comment


                    • #11
                      Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

                      door door se aatey hain log milnay
                      aarzoo hai tum bhe kabhi aao eid milnay
                      Visit My Early PS Work
                      You Are Welcome To Comment

                      Comment


                      • #12
                        Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

                        Eid Kay rang Hathaili pay liyay Phirti hay
                        EK larki jaanay Kiya dhoondhti Phirti hay
                        Visit My Early PS Work
                        You Are Welcome To Comment

                        Comment


                        • #13
                          Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

                          Dil ne tu kitne bar kaha eid mubarak tum ko
                          ye aur bat ke honton pe thain inna ke murain
                          Visit My Early PS Work
                          You Are Welcome To Comment

                          Comment


                          • #14
                            Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

                            Tumhari Deed K sang EId k rang jurtay hein
                            Tumhari Deed Gar ho roaz Tu EID Apni hay
                            Visit My Early PS Work
                            You Are Welcome To Comment

                            Comment


                            • #15
                              Re: Is Haftey Ka Lafz> "Naya Saal", "Eid"

                              Be kaif rahy ge bin teray Eid humari
                              roz ho Eid ger ho jaey deed tumhari
                              Visit My Early PS Work
                              You Are Welcome To Comment

                              Comment

                              Working...
                              X