Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Mahh Ka Lafz *December*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Is Mahh Ka Lafz *December*

    :)
    Attached Files

  • #2
    Re: Is Mahh Ka Lafz *December*

    shy kya hum Roman mey daal saktey hein? :$
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Is Mahh Ka Lafz *December*

      Originally posted by Xenya View Post
      shy kya hum Roman mey daal saktey hein? :$
      haan zarur:)

      Comment


      • #4
        Re: Is Mahh Ka Lafz *December*

        ^shukran :d


        Usay kehna , December aa gaya hai
        December k guzartey hee bars ek aur
        Maazi kay ghupa mey doob jaye ga

        Usay kehna,shagofey tahniyon main soo rahey hain
        Aur un par barf ki chadur bichhi hai
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Is Mahh Ka Lafz *December*


          sar-e-shaam he udassi ki chader aurrhne lagtey hain
          DECEMBER ke din bhi meri tarah adhorey se lagtey hain


          ``````````````````````

          Tayri yad ki barf bari ka mossam
          Sulagta raha dill kay andar akaylay

          Irada tha jee lon ga tuj say bichar kar
          Guzarta nahi ik "December" akaylay



          sigpic


          Comment


          • #6
            Re: Is Mahh Ka Lafz *December*

            :rose this is very beautiful,orr janab maray hyall main to ap nay deria ko sumander ma bund ker dia hay?
            Originally posted by Xenya View Post
            shy kya hum Roman mey daal saktey hein? :$

            Comment


            • #7
              Re: Is Mahh Ka Lafz *December*

              daikh december ab mat ana
              aur
              agar tu aa b jaye
              apnay dukh ki baraf oor kar
              dhoop dayaron tak mat jana
              meray payaron tak mat jana
              dekh december ab mat ana

              Comment


              • #8
                Re: Is Mahh Ka Lafz *December*

                Originally posted by Xenya View Post
                ^shukran :d


                Usay kehna , December aa gaya hai
                December k guzartey hee bars ek aur
                Maazi kay ghupa mey doob jaye ga

                Usay kehna,shagofey tahniyon main soo rahey hain
                Aur un par barf ki chadur bichhi hai
                haan me ne us ko keh dia he k ab december aa gay he ab bohat ho gai:pagal:
                nice sharing:)

                Comment


                • #9
                  Re: Is Mahh Ka Lafz *December*

                  Originally posted by Wafa View Post
                  sar-e-shaam he udassi ki chader aurrhne lagtey hain
                  DECEMBER ke din bhi meri tarah adhorey se lagtey hain


                  ``````````````````````

                  Tayri yad ki barf bari ka mossam
                  Sulagta raha dill kay andar akaylay

                  Irada tha jee lon ga tuj say bichar kar
                  Guzarta nahi ik "December" akaylay



                  Tayri yad ki barf bari ka mossam
                  Sulagta raha dill kay andar akaylay

                  bohat achi sharing

                  Comment


                  • #10
                    Re: Is Mahh Ka Lafz *December*

                    Originally posted by saba ashraf View Post
                    daikh december ab mat ana
                    aur
                    agar tu aa b jaye
                    apnay dukh ki baraf oor kar
                    dhoop dayaron tak mat jana
                    meray payaron tak mat jana
                    dekh december ab mat ana
                    nice sharing

                    Comment


                    • #11
                      Re: Is Mahh Ka Lafz *December*


                      December
                      Mujhay kabhi bhi December nay nahi kia tha odass
                      Magar abkay Guzra dil pay Waqea Kuch aur hay
                      Huma

                      Comment


                      • #12
                        December aan pohancha hay

                        Asalam-o-alekkum :rose

                        a poem for those who know why the Decmebr Called the King of Months

                        Alllah Hafiz :rose
                        Attached Files

                        Comment


                        • #13
                          Re: December aan pohancha hay

                          Originally posted by KapriKorn View Post
                          Asalam-o-alekkum :rose

                          a poem for those who know why the Decmebr Called the King of Months

                          Alllah Hafiz :rose
                          bohat umdah thanks for share

                          Comment

                          Working...
                          X