Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

    Asslam-O-Alaikum

    Is haftey ka Lafz is se pehley ke koi aur psot kerta mei ne bazi marr li :lol

    Mei ne jo lafz chuna jo mujhe acha laga wo hai "AJNABI" .....


    To ab asool ke mutabiq pehla shair bhi mera :eye:



    Ous ne dekha, nazar chura li wo tha bhi to Ajnabi
    Raah ous ney ab nayi saja li' wo tha bhi to Ajnabi
    Main hi ous keh wado'n ke jaal mei oulajh gayi ...
    Ous ne to her baat bhula li' wo that bhi to Ajnabi
    sigpic

  • #2
    Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

    Ajnabi Na MehrbaN ko MehrbaN samjha tha Main
    Kab qayamt thi zameN ko asmaN samja tha main
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

      aslaam_u_alikam

      ajnabi sheher key ajnabi raastey merii tanhaaii per muskuraatey rahey
      main bohat der tak yunhii chaltaa rahaa tum bohat der tak yaad aatey rahey

      Comment


      • #4
        Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

        Hum ke thehrey Ajnabi itni mulagaton ke baad
        Phir banain gai aashna kitni mulaqaton ke baad
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

          Yeh Ajnabi say zamaney , yeh taiz pa manzhar
          kahein yeh bhi dekhay howay lagtay hian
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment


          • #6
            Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

            Khushiyan tmam uss ko mein jaan bhi de doon
            koi tou toot kar chahnay wala mujhey milay....

            Milta hey jub bhi, milta hey ban k ajnabi
            hein payar k mugar barson k silsalay....

            Comment


            • #7
              Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

              Ajnabi shehron mein rehtey umer sari kat gaee
              go zra sey faasley per ghar ki har rahat bhi thi

              Muneer Niyazi
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

                Ek ajnabi jhonkay na jab poocha maray ghum ka sabab
                Sahra ke bhege rait par main na lekha aavarge

                Comment


                • #9
                  Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

                  Yeh anjabi si manzlein aur rafatgaan ki yaad
                  tanhaiyon ka zehar hai aur ham hain dosto

                  Muneer Niyazi
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

                    kya hai jise pyar hum ne zindgee ki tarah
                    wo aashna bhi mila hum ko ajnabi ki atrah
                    Allah

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

                      :rose
                      Attached Files
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

                        Woh apna ho ke bhi milta hia ajnabi ki tarah
                        sama gaya jo rag-o-pe main zindgee ki tarah
                        Allah

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

                          jane q aaj ik ajnabi
                          jism-o-jaan me meiN samanay laga
                          najma

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

                            najma ji
                            Attached Files
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Re: ~ Is Haftey ka Lafz ~ AJNABI~ 27/07/2005 - 3/8/2005

                              Asslamoalikum
                              Attached Files
                              Allah

                              Comment

                              Working...
                              X