Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

    Pehly sy marasam na sahe phir kabhe tou
    rasm-e- vafa dunya he nibhany k liay aa
    kis kis ko batay gay judae ka sabab hum
    tou mujhsy khafa hai to zamany ky liay aa

    Comment


    • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

      Saath Chor Ke Kabhi Humse Juda Mat Hona
      Wafa Chahiye Tumse Kabhi Bewafa Mat Hona
      Last edited by Wafa; 14 August 2006, 13:43.
      sigpic


      Comment


      • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

        Us baywafa ky hatho main pather dekhae deta hai
        jo apny hath ma her dum gulaab rakhna thaa
        kaha talash keron usko aaj mai
        jo apni baat ma apna jawab rakhta tha

        Comment


        • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

          Hur phool khusbudaar nahin hota
          Hur jaam sharab nahin hota
          Maera dost sunbhul kur chalna
          Hur piyar wafadaar nahin hota
          sigpic


          Comment


          • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

            wafa kaisi, kahan ka ishq, jab sar phorrna thehra
            to phir aey sangdil! tera hi sang-e-aastan kyun na ho
            [ghalib]
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

              Apna ye aalam hai k khud se bhi apne zakhm chupatey hain
              logon ko ye fiker k koi mouzo tash'heer baney
              tumne tu Faraz is ishq mein sab kuch kho ke bhi kia paya hai
              wo bhi tu na kaam-e-Wafa the jo Ghalib or Meer baney

              Comment


              • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                apney apney bewafaoun ney hamein yakjaa kiya
                warna main tera na tha aur tu mera na tha
                [faraz]
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                  yaad mat kar ye qasam hai tughe
                  wo to hai bewafa kia jaane wafa
                  eshq jo kar gae loog wo aur thee
                  aaj ke waqt me eshq bas hai saza
                  sigpic


                  Comment


                  • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                    wafaey dostaan kaisi, jafaey dushmnaan kaisi
                    na poocha ho kisi ney jisko us ki dasataan kaisi
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                      hum baawafaa te is leyai nazroo se gir gaye
                      shayad use talaash kisi be wafa ke thee
                      sigpic


                      Comment


                      • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                        Tang aa key ham jo baichney nikley wafa Faraz
                        logon ney phir khaloos key bhao giraa diyey

                        [faraz]
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                          Itni shiddat se chah tha us ko
                          is dunya mian shayd wafa ka sila hi nai :tasali:
                          Allah

                          Comment


                          • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                            aashna milta nahin, na'aashna sey mil chalo
                            hai taqazaey wafa, ik bewafa sey mil chalo
                            mera dawa hai keh manzil mil hi jaey gi zaroor
                            shart yeh hai tum kisi key naqsh-e-paa sey mil chalo

                            [saghir]
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                              Wafaa
                              sigpic


                              Comment


                              • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                                phir kisi bewafa ki yaad aai
                                dil mein bajney lagi hai shehnai
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X