Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

    phir bhi teri wafa peh mujhey aetbar hai
    jata hoon roz wada-e-fardaa liye huwey
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #92
      Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

      Bohat he sehal wada wafa ker lena
      zara see daal lo adat isay nibhany ki
      samait sakty ho tum jeet apni muthe mai
      humay hai to pehly he adat hai har jany ki

      Comment


      • #93
        Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

        wafa praston ki zindagi per moheet hain ranj-o-gham key saaey
        agar muhabbat mein roshni thi to yeh andherey kahan sey aaey
        ussey bhi to iltifaat-e-ahl-e-jahan ka andaaz-e-khaas jana
        tabahi-e-shehar-e-aarzu per na ro sakey ham, na roey
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #94
          Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

          Rasty weeran hoay manzilain saraab hoe
          rah-e- wafa per musafir kab talak qayam rakhy

          Comment


          • #95
            Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

            usi mehfil usi bazm-e-wafa key goshey goshey mein
            liyey gi mastee chashm-e-ghazalaan ham nah kehtey they
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #96
              Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

              Sari khshyan wafa nahe kerte
              dil ko dard sy aashna rakhna

              Comment


              • #97
                Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                Ehsan aisa talakh jawab-e-wafa mila
                ham iskey baad phir koi armaan na kar sakey
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #98
                  Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                  Mohabaton pay aur aetibar kiya kerna
                  bhula chuky hain jisay phirse yad kiya kerna
                  wo bay wafa he sahe us py tohmatain kese
                  zara se bat pay itna fasaad kiya kerna

                  Comment


                  • #99
                    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                    WAFA karo ya jafaa karo, hum gila nahi karty
                    khizaan main phool yaqeenan khila nahi karty
                    mila do khaak main ham ko magar yaad rahy
                    HUM jaisy loog dobaara mila nahi karty

                    :phool:
                    Last edited by Baad-e-Saba; 8 August 2006, 14:29.

                    Comment


                    • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                      teri wafa sey kya ho talafi keh dehar mein
                      terey siwa bhi ham peh bohat sey sitam huwey
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                        Dosto ma ana hote nahe kabhe
                        ger ho to phir wafa hote nahe kabhe
                        khasara jaan ka hai per kiya kejay
                        humse to yon jafa hote nahe kabhe

                        Comment


                        • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                          Kisi ki bewafai sey mujhey kya
                          main apna kaam rakhta hoon wafa sey
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                            Mery sary khawab bikhar ga'ay mery saary jazby kuchal ga'ay
                            Mujhy naaz jin ki wafa pay tha wohi loog nazrain badal ga'ay

                            Comment


                            • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                              zoq-e-wafa nahin tumhein, daad-e-wafa to do
                              rotey nahin jo saath mere, muskraa to do
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                                Wo dil he kiya tery milny ki jo dua na keray
                                mai tujhko bhool ker zinda raho khuda na keray
                                rahy ga sath tera piyar zindage ban ker
                                yay aur baat zindage mere wafa na keray

                                Comment

                                Working...
                                X