Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

    wafa tujh sey aey bewafa chahta hoon
    meri saadgi dekh kya chahta hoon
    hasrat mohani
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #77
      Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~


      Assalaam-0-Alaikom:rose
      aik shair

      BeWafa hum hain tu jaan-e-Wafa yoon hi sahi
      Dhond laina jo tumhain koi Wafa daar milay
      :rose :


      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #78
        Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

        ye mera shaher e wafa aur mein akela aadmi
        mere lakhon aashna aur mein akela aadmi

        Comment


        • #79
          Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

          Mera naam teray labo pa ho, mera zikar dil se kiya bhi kar
          tu jafa-e-shouaar mizaj ko khabi aashna-e-Wafa bhi kar

          Comment


          • #80
            Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

            hamarey paoun mein to tum ney zanjeer-e-wafa daali
            tumharey haath sey kyun rishta-e-mehar-o-karam chhoota
            wehshat
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #81
              Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

              Meri Wafa Meri Duniya Mera Naseeb Hai
              Mera Sanam Mera Khuda Mere Kareeb Hai

              Comment


              • #82
                Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                wafa ki baat alag, per jissey jissey chaha
                kisi mein huns, kisi mein ada ziyada thi
                Fara
                Last edited by Masood; 6 August 2006, 15:26.
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #83
                  Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                  yeh tere waswasay zalim yeh tere andeshay
                  meri wafa'oon ko phir daghdaar kerte hain

                  Comment


                  • #84
                    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                    sanam koucha tera hy aur main hon
                    ye zindany wafa hy aur main hon
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #85
                      Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                      Aik adhoora wada us ka,aik shikasta dil,
                      luT bhi gayee to shahar-e-wafa ki dolat kitni hai!
                      me sahil hooN amjad aur woh darya jaisa
                      kitni doori hai donoN me, qurbat kitni hai

                      Comment


                      • #86
                        Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                        kabhi jo rahty jaan tha usy bhula bhi diya
                        agarcha dil ny hameen tan-e - wafa bhi diya
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #87
                          Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                          Majrooh likh rahey hain woh ahl-e-wafa ka naam
                          ham bhi kharrey huwey hain gunah'gar ki tarha
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #88
                            Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                            na pooch zouq-e-parastish wafa paraston ka
                            jo pattharon ko bhi insaan man latay hain

                            Comment


                            • #89
                              Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                              Wafa ke sheher se sab ja chukay hein
                              Dil-e-nadaan baqi reh gaya hai


                              Never trust blindly!!!!

                              _______________________________



                              _____________________________________________

                              Comment


                              • #90
                                Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                                Tery siwa hum ny kise ko chaha he nahe
                                phir bhe tere nazar main hum ba wafa nahe

                                Comment

                                Working...
                                X