Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

    rahe wafa main koi aakhiri muqaam nahi
    shikaste dil ko muhabbat ki intiha na samajh

    Comment


    • #62
      Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

      mur ker bhi ehl-e-janoon dars-e-Wafa dete hain
      charrh k naizon per bhi aayat suna dete hain


      Never trust blindly!!!!

      _______________________________



      _____________________________________________

      Comment


      • #63
        Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

        aur kuch roz main hoon daar peh jaaney wala
        hai koi rasm-e-wafa, mujh sey nibhaney wala
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #64
          Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

          Yeh or baat k dushman hua hai aj magar.
          Woh mera dost tha kal tak usey bura na kaho.
          Na janay kon si majboorion ka qaidi ho.
          Woh saath choor gaya to bewafa na kaho

          Comment


          • #65
            Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

            good one fari


            yeh dastoor-e-wafa sadiyon sey raij hai zamaney mein
            sadaey qurb di jinko unhi ko door dekha hai
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #66
              Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

              Na gila kia na khafa hoye,yoonhi raastey mein juda hoye
              Na tu bewafa, na mein bewafa,jo guzar gaya so guzar gaya

              Comment


              • #67
                Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~


                na sawal-e-wasl , na arz-egham, na hikayaten, na shikayaten
                tere ehd mein dil-e-zaar k sabhi ikhtyar chale gaye
                na raha janoon-e-rukh-e-Wafa, ye rasan-o-daar karu ge kiya
                jinhen jurm-e-ishq pe naaz tha, woh gunah-gaar chale gaye

                (Faiz)


                Never trust blindly!!!!

                _______________________________



                _____________________________________________

                Comment


                • #68
                  Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                  Guzari is tarha umr-e-muhabbat ham ney dhokey mein
                  woh mujh ko bawafa samjhey, main un ko bawafa samjha
                  Hafeez
                  Last edited by Masood; 5 August 2006, 16:47.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #69
                    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                    Originally posted by Masood
                    Guzari is tarha umr-e-muhabbat ham ney dhokey mein
                    woh mujh ko bawafa samjhey, main un ko bawafa samjha
                    Hafeez
                    es se woh misra yaad aa gaya

                    Ham Duaa likhte rahe, Woh Dagha perrhte rahe
                    Last edited by Masood; 5 August 2006, 16:48.


                    Never trust blindly!!!!

                    _______________________________



                    _____________________________________________

                    Comment


                    • #70
                      Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                      Originally posted by Khushi
                      es se woh misra yaad aa gaya

                      Ham Duaa likhte rahe, Woh Dagha perrhte rahe
                      ik nuqtey ney hamein mehram sey mujrim kar diya :)
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #71
                        Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                        ajab nahi k jahan bher ko be-wafa samjhe
                        nazer mein meriWafa ki misal rakhta hai


                        Never trust blindly!!!!

                        _______________________________



                        _____________________________________________

                        Comment


                        • #72
                          Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                          Originally posted by Masood
                          ik nuqtey ney hamein mehram sey mujrim kar diya :)
                          jee han bilkul yehi


                          Never trust blindly!!!!

                          _______________________________



                          _____________________________________________

                          Comment


                          • #73
                            Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                            Uski rag rag mein wafa thi, woh ba'murawwat thi
                            afsanon mein milti hai jo us mein woh muhabbat thi
                            tabindgi taron ki maand parri, chaand bhi thak ker so geya
                            piya milan ki aas liyey, raah takna uski ibadat thi
                            Masood
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #74
                              Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                              Originally posted by Masood
                              Uski rag rag mein wafa thi, woh ba'murawwat thi
                              afsanon mein milti hai jo us mein woh muhabbat thi
                              tabindgi taron ki maand parri, chaand bhi thak ker so geya
                              piya milan ki aas liyey, raah takna uski ibadat thi
                              Masood
                              wow..bhot khub
                              Last edited by Khushi; 5 August 2006, 17:14.


                              Never trust blindly!!!!

                              _______________________________



                              _____________________________________________

                              Comment


                              • #75
                                Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                                pehle tou dil Wafa se bhi aage nikal gaya
                                phir dil es intha se bhi aage nikal gaya

                                Adeem Hashmi


                                Never trust blindly!!!!

                                _______________________________



                                _____________________________________________

                                Comment

                                Working...
                                X