Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

    Mohabbaton ki Ehmiat se Waqif nahi hai woh
    kuch log bas inhi se Sawar jaya kerte hain
    Mashroot to nahi Barishoon se Selaab hi sada
    phir teri wafa se kyun hum dar jaya kerte hain

    Comment


    • #47
      Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

      sadmey jheelon, jaan peh khailoon, is sey mujhey inkaar nahin
      lekin terey paas wafa ka koi bhi meyaar nahin
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #48
        Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

        Bari muskil se tum tak puhncha hon humdam
        hain Wafa kay pathroon per merey khoon ki lakerain

        Comment


        • #49
          Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

          Hai dua yaad mager hurf e dua yaad nahi
          merey naghmat ko andaz e nawa yaad nahi
          hum ne jin k liye rahon mein bichaya tha laho
          hum se kehtey hain wahi ehd e Wafa yaad nahi

          Comment


          • #50
            Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

            khud numai nahi hai shewa-e-arbab-e-wafa
            jin ko jalna hu wo aram say jal jaty hai
            Last edited by fari; 3 August 2006, 21:43.

            Comment


            • #51
              Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

              Badla wafa ka denge bari sadgi se hum
              tum humse rooth jaoge aur zindagi se hum
              Last edited by mahek; 3 August 2006, 21:55.

              Comment


              • #52
                Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                is se pehle keh be-wafa ho jayayin
                kiyun na ay dost hum juda ho jayain

                Comment


                • #53
                  Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                  wafa ki raah mein ye to zaroor hona tha
                  teri talab mein mujhe tujse door hona tha.

                  Comment


                  • #54
                    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                    Aey kaash intizaar ki gharriyaan na khatam hon
                    warna teri wafa ka bharam toot jaey ga
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #55
                      Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                      Woh wafain theein ya jafaain theein,yeh na soch kis ki khatain theein
                      woh tera hai us ko galay laga,Jo guzer gaya so guzer gaya...

                      Comment


                      • #56
                        Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                        Saqib badi toqeer hai is zabt-e-Wafa mein
                        har ashk jo aankhon sey na tapkey guhar hai
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #57
                          Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                          Mohabbat, adawat, Wafa, be-rukhi
                          karaye k gher thay, badalte rahe
                          woh kiya tha jise ham ne thukkra diya
                          mager umer bher hath malte rahe


                          Never trust blindly!!!!

                          _______________________________



                          _____________________________________________

                          Comment


                          • #58
                            Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                            umeed-e-ehad-e-wafa aur in buton sey Shakeel
                            jo bhool ker bhi kisi sey wafa nahin kartey
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #59
                              Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                              Dost kia khoob wafaoon ka sila detay hian
                              har naiy mor pay ik zakhm naya detay hain

                              Tum se to khiar ghari bhar ki mulaqaat rahi
                              log sadiyon ki rafaqat ko bhula detay hain

                              Comment


                              • #60
                                Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                                Umeed to bandh jati, taskeen to ho jati
                                wadah na wafa kartey, wada to kiya hota
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X