Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

    Is maah la ka lafz hai WAFA :)
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

    Originally posted by Masood
    Is maah la ka lafz hai WAFA :)
    mere taraf se aik shair.......
    yeh shiishe yeh sapne yeh rishte yeh dhaage,
    kise kyaa Khabar hai kahaan toot jaayain.
    muhabbat ke dariyaa main tinake wafaa kai,
    na jaane ye kis moudh par doub jaayain
    Last edited by Wafa; 1 August 2006, 00:34.
    sigpic


    Comment


    • #3
      Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

      aik aur :p
      Attached Files
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

        kaheen WAFA sar e baazar bik na jaay Nadeem
        ky ab to loog muhabbat bhii be-sabab na kareen

        Comment


        • #5
          Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

          Shiddat e gham mein bhi zinda hoon tu hairat kaisi
          kuch diyeah thand hawaoon say bhi lar jaatay hain
          Woh bhi kia loog hain mohsin jo Wafa ki khatir
          khud tarasheeda asooloon pay bhi arh jaatay hain

          Comment


          • #6
            Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

            Paiman-E-Wafaa Kya Hai Humey Kya Maloom Aamir
            Kay Bewafaaon Se Dil Laganey Ki Aadat Hogayee
            sigpic


            Comment


            • #7
              Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

              aik aur :p
              Attached Files
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                Dhup mai bhi auron k liye chup chaap khare hain
                Poochey koyi adaab-e-wafa sang-o-shajer se

                Comment


                • #9
                  Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                  hum sy pehly zameen e shehar e WAFA
                  khaak thii, kimiaa hameen sy howii

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                    aik aur ...
                    Attached Files
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                      Kisi be-wafa ki khatir yah junoon Faraz kab tak
                      Jo tumhein bhula chuka hai ussay tum bhi bhool jao
                      Last edited by Wafa; 1 August 2006, 00:57.
                      sigpic


                      Comment


                      • #12
                        Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                        WAFA ky baab main ilzaam e aashiqii na lia
                        ky teri baat kii aurtera naam bhii na lia

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                          hum baawafaa te is leyai nazroo se gir gaye

                          shayad use talaash kisi be wafa ke thee
                          Last edited by Wafa; 1 August 2006, 01:06.
                          sigpic


                          Comment


                          • #14
                            Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                            hum ny dil dy bhi dia ehad e WAFA ly bhi lia
                            aap ab shooq sy dy leen jo sazaa deety hain

                            Comment


                            • #15
                              Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                              yay raah - e - wafa hai so shikayat to hon ge
                              dastoor - e - wafa hai ky shikayat na kejay

                              Comment

                              Working...
                              X