Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

harf==bay===se ash,aar likhiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

    Bikhre pare then char so dunya ki ronaqain
    lakin terey khayal nay gumsum rakha mujhy

    Comment


    • #77
      Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

      Bazm-e-khiyaal mein tere husn ki shama jal gaee
      dard ka chaand bujh geya, hijjer ki raat dhal gaee

      Faiz
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #78
        Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

        Bazm-e- janian mein damaan na phalata kabhi
        Rahay wafa mein moqaamay talaab koi nahian
        dil k khaal mein aesa bhe dakha aksaar
        aankh pur nam hay aor sabaab koi nahian

        Comment


        • #79
          Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

          bahir sorrat humari zaat se hain silsile sare
          junOn ki saadgi hum hian khrid ka bankpan hum hai
          Allah

          Comment


          • #80
            Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

            Bey sey shair hazir hai:
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #81
              Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

              Bay sy shair
              Attached Files

              Comment


              • #82
                Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                Bas kuch hi dair hian aor yay khaboon k silsala
                Phir hashar tak rahay ga azaboon k silsala

                Comment


                • #83
                  Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                  Band ker ky mere aankhain vo shararat say hansay
                  bhojhy jaany ka mai her rooz tamasha dekoon
                  mujjh per cha ja'ay vo barsaat ki khushbo ki tarah
                  ang ang apna ise rut main mahakta dekhon

                  Comment


                  • #84
                    Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                    Beher soorat humari zaat se hain silsle sare
                    JunOn ki saadgi hum hain khird ka bankpun hum hain :)
                    Allah

                    Comment


                    • #85
                      Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                      bass yay hoa ky us nay takalluf say baat kee
                      aur hum nay roty roty dupattay bikho Lia'ay

                      Comment


                      • #86
                        Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                        Band hai aankhon mein manzar is key jatey waqt ka
                        naqsh hai tasweer-e-dil per, kapkapatey haath ki

                        amjad islam amjad
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #87
                          Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                          Bahaar aai hay iss waqt.e.khizaa'n mai'n
                          khilay hai'n phool:rose mairay bostaa'n may

                          Comment


                          • #88
                            Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                            Bay jawab kiya kerty raz - e- dil bataty kiya
                            kahani mukhtasar se the sunaty kiya chupaty kya
                            basti-e- dil jal kay raakh hoe hai kuch tadbeer na ke humnay
                            dard kay siwa kiya tha jalaty kiya bachaty kiya

                            Comment


                            • #89
                              Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                              Bouhat pehlay say un qadmo'n ki aahat jaan letey hain
                              Tujhay aiy zindagi ham door say paihchaan letay hain
                              Tabiyat apni ghabrati hay jab sunsan rato'n main
                              Ham aisay main teri yado'n ki chadar taan letay hain
                              :roseENIGMA:rose

                              Comment


                              • #90
                                Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                                Bara showr hay mairay shher mai'n kissi ajnabi kay nazool ka
                                woh mairee hi jaan na ho kahi'n koi kuch to jakay pata karay

                                Comment

                                Working...
                                X