Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

harf==bay===se ash,aar likhiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

    Baja ke khar hain lekan bahar ki rut main
    Yeh tey hai ab kay humain bhi nahal hona hai
    Allah

    Comment


    • #47
      Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

      Bicharty wakt say ab tak main yon nahe roya
      vo keh gaya tha yahe wakt imtahaan ka hai

      Comment


      • #48
        Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

        Bey sey
        Attached Files
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #49
          Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

          Bichar ker bhe wo mujh sy juda to nahe
          khafa hai mager vo baywafa to nahee

          Comment


          • #50
            Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

            Bohat ajeeb hia ye qurbaton ki doore bhee
            vo mery saath raha aur kabhe na milaa

            Comment


            • #51
              Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

              Bohat ajeeb hia ye qurbaton ki doore bhee
              vo mery saath raha aur kabhe na milaa

              Comment


              • #52
                Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                Ba Khoab Sorkh Aankhoon Na Sab Kuch Bata Dea
                Kal Raat Dil Main Dard Ka Tofaan Tha Bohat

                Comment


                • #53
                  Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                  Bay kali he nahe udaase bhe
                  tere yaadon ka saath dete hai

                  Comment


                  • #54
                    Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                    barey wasooq sey duniya fareb deti hai
                    barey khaloos sey ham aetbaar kartey hain

                    :rose

                    Comment


                    • #55
                      Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                      Bay rukhe is say barh ker aur kia hoge bhala
                      aik muddat say us nay humay sataya bhe nahe

                      Comment


                      • #56
                        Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                        Bhool batha tha magar yaad bhe khud mian na kia
                        Vo mohabaat jisay barbaad bhe khud mian na kia

                        Comment


                        • #57
                          Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                          baad muddat k khile daman-e-ummeed k phool
                          der k baad baharon pe nikhaar aya hay
                          nafis ahmad siddiqui

                          Comment


                          • #58
                            Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                            Bay dard mujh se apna tasawar bhi cheen le
                            HaN teri Aarzoo ke bhi qabil nahi hoOn main
                            Allah

                            Comment


                            • #59
                              Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                              Bhool ga'ay apna zamana yae zamanay waly
                              aaj kay piaar ko mayoob samajhnay walay

                              Comment


                              • #60
                                Re: harf==bay===se ash,aar likhiye

                                Bechra kuch es ada sa k root he badal gae
                                Ek shaks sare shar ko veraan kar gaya

                                Comment

                                Working...
                                X