Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Haftey ka Lafz " A'aina"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Is Haftey ka Lafz " A'aina"

    Ab to is tarha meri aankhon main khuwab aatay hain
    jis tarha aainay chehron ko taras jatay hain ...

    Comment


    • #32
      Re: Is Haftey ka Lafz " A'aina"

      Mere Dil k " A'ainay" main Jashn e Charaghan na ker
      Yeh Mom ka Shahar hai Garmi say pighal Jaey ga
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: Is Haftey ka Lafz " A'aina"

        Parakhna mat parakhnay sya koi apna nahi rehta
        kisi bhi aaynay main dair tak chehra nahi rehta ..

        Comment


        • #34
          Re: Is Haftey ka Lafz " A'aina"

          yeh jo din raat ka hai khial sa,ussay daikh ,us pay yakeen na kar
          nahin aks koi bhee mustakil,sar- e-aaina ussay bhool ja...

          Comment


          • #35
            Re: Is Haftey ka Lafz " A'aina"

            Sare-Aaina mer aaks haii
            Pas-e-aaina koi or hai
            woh jo laut yae tu poochna nahi
            dekhnaa ussey ghaur seyy
            jinhey rastey main khabar hoi
            k yeh rastaa koi or hia

            Comment


            • #36
              Re: Is Haftey ka Lafz " A'aina"

              Har Aik Chahray Ko Zakhmoon Ka ayena Na Kaho
              Yeh Zindage Tu Hay Rahmat Isay Sazaa Na Kaho

              Comment


              • #37
                Re: Is Haftey ka Lafz " A'aina"

                ayena saamne aayegaa tau sach bolegaa
                aap chehre jo badalte haiN badalte rahiye

                Comment


                • #38
                  Re: Is Haftey ka Lafz " A'aina"

                  Kahin is se Tumhare Haath hi zakhmi na ho jayein
                  Jo Toote Aaina, to phir ise Jora nahi karte

                  Comment


                  • #39
                    Re: Is Haftey ka Lafz " A'aina"

                    Kis kadar zarf tumhara hay yeh ham jaan gaye
                    Aaina tum ko dikhaya to bura maan gaye

                    Comment


                    • #40
                      Re: Is Haftey ka Lafz " A'aina"

                      { husn e MUSTFA hay w aaina k aisa koi aaina
                      na kisi ki BAZM E KHAYAL main na dukan e AAINA saaz main
                      }

                      Comment

                      Working...
                      X