Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham Baitbazi

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

    Yeh aarzoo thi meri rahguzar sey kabhi woh guzrey
    main raah takti rahi aur umer tumaam hui
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

      Yun To Har Rang Ka Mousam Mujhse Waqif Hai Magar,
      Raat-E-Tanhaiyan Mujhe Kuch Alag Hi Janti Hain…
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #18
        Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

        Nadaamaton sey juhuka huwa hai sar issey urra do
        aey meri mehboob-e-nazar koi karri saza do
        raahein dekh raha hai dil ab to koi sada do
        main bohat dino sey ghayil hon koi dawa do
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

          wo ab mile bhi to milta hai is tarha jese
          bhuje chirag ko chuu kar hawa guzarti hai
          ہم نغمہ سرا کچُھ غزلوں کے، ہم صُورت گر کچُھ خوابوں کے
          بے جذبۂ شوق سُنائیں کیا، کوئی خواب نہ ہو، تو بتائیں کیا

          Comment


          • #20
            Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

            Yahan behtar hai apni zaat ka hamdard ho jana
            zamana gham to dey sakta hai ghamkhawari nahin karta
            mujhey moqa shinasi ka hunar aaya nahin ab tak
            jahan matlab nikalta ho samajhdari nahin karta
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #21
              Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

              اس کی حسرت ہے جسے دل سے مٹا بھی نہ سکوں
              ڈھونڈنے اس کو چلی ہوں جسے پا بھی نہ سکوں
              ہم نغمہ سرا کچُھ غزلوں کے، ہم صُورت گر کچُھ خوابوں کے
              بے جذبۂ شوق سُنائیں کیا، کوئی خواب نہ ہو، تو بتائیں کیا

              Comment


              • #22
                Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

                Na gunwao navik-e-neem'kash dil reza reza gunwa diya
                jo bachey hain sang samet lo tan-e-daagh daagh luta diya
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

                  بس یونہی چپ ہیں، سبب کچھ بھی نہیں...
                  پہلے کچھ تھا بھی تو اب کچھ بھی نہیں
                  ...
                  ہم نغمہ سرا کچُھ غزلوں کے، ہم صُورت گر کچُھ خوابوں کے
                  بے جذبۂ شوق سُنائیں کیا، کوئی خواب نہ ہو، تو بتائیں کیا

                  Comment


                  • #24
                    Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

                    Originally posted by Areeba View Post
                    بس یونہی چپ ہیں، سبب کچھ بھی نہیں...
                    پہلے کچھ تھا بھی تو اب کچھ بھی نہیں
                    ...
                    Na na na na madam - rules mein likha hai keh jis harf per last shair khatam ho ga, ussi harf sey agla shair shuru ho ga - aap ko ALIF sey shair farmana hai :p
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #25
                      Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

                      ابھی نہ چھیڑ محبت کے گیت اے مطرب
                      ابھی حیات کا ماحول خوشگوار نہیں....
                      ہم نغمہ سرا کچُھ غزلوں کے، ہم صُورت گر کچُھ خوابوں کے
                      بے جذبۂ شوق سُنائیں کیا، کوئی خواب نہ ہو، تو بتائیں کیا

                      Comment


                      • #26
                        Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

                        Na chherro dardmandon ko na jaaney dil sey kya nikley
                        bhala nikley bura nikley ya bad'dua nikley
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #27
                          Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

                          یوں اپنے اندر کے سناٹوں سے مانوس رہی...
                          انسانوں کی بھیڑ میں بھی تنہا رہی ہوں میں...
                          ہم نغمہ سرا کچُھ غزلوں کے، ہم صُورت گر کچُھ خوابوں کے
                          بے جذبۂ شوق سُنائیں کیا، کوئی خواب نہ ہو، تو بتائیں کیا

                          Comment


                          • #28
                            Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

                            Na muhabbat na dosti hamein kuchh raas nahin
                            sab badal jaatey hain hamarey dil jagah bnaney key baad
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #29
                              Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

                              دور حاضر کی محبت کی حقیقت سن لو...!
                              سر میں درد ہو تو محبوب برا لگتا ہے....!
                              :p
                              ہم نغمہ سرا کچُھ غزلوں کے، ہم صُورت گر کچُھ خوابوں کے
                              بے جذبۂ شوق سُنائیں کیا، کوئی خواب نہ ہو، تو بتائیں کیا

                              Comment


                              • #30
                                Re: Pegham Baitbazi - 2015/16

                                Yeh zabt chhoot geya to tumhari yaad aaii
                                main thak key toot geya to tumhari yaad aaii
                                tumharey baad na tha koi mera dil key siwa
                                yeh dil bhi rooth geya to tumhari yaad aaii
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X