Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

    assalamalikum

    aglay haftay key leye najma nay mozoo kay leye hamara intekhab kia hai ..to to sab say pehlay thanxx to najma :)



    mera naya lafz hai


    Chaand/chaandni

    aap chand/chandni kay mozoo pay ashaar post kar saktay hain :rose
    Attached Files
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

    Assalaam o alekum,


    Naani tumhaari hi ek signature yehan post ker rahaa hun :) :))
    Attached Files
    :tang: RISK IS MY BUSINESS

    DANGER IS MY GAME

    DONT PLAY WITH ME
    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

    Comment


    • #3
      Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

      Chaand Nikla Hay Tare Baad To Yoon Lagta Hay
      Mare Aangan Ka Pata Bhool Gaha Ho Jase

      Comment


      • #4
        Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

        Mein kub hijer ki raton mein akaili hui..........
        wo chand ban k meray sath sath chalta raha

        Comment


        • #5
          Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

          chaandinii raat ho, aur sheikh ke pehluu meiN shabaab
          ek saaGhar bhi agar ho, to ghazal hotii hay
          najma ansar najma

          Comment


          • #6
            Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

            Tanha udaas chand ko samjho na bay khabar
            her baat sun raha hai mager kuch bolta nahe

            Comment


            • #7
              Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

              roz aa aa k mire kaanme kehta hay koee
              lo abhi aaya, abhi ayaa abhii aayaa chaand
              najma ansar najma

              Comment


              • #8
                Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

                Jab dhoop ki shiddat ka bhe ahsaas nahe tha
                ab chandne raton main badan jalny laga hai

                Comment


                • #9
                  Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

                  zeest teerah-shabii hay us k baGhair
                  chaand ka kisko intizaar naheeN?

                  najma ansar najma

                  Comment


                  • #10
                    Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

                    Mehfil sy nikala mujhy bay gana samajh ker
                    kia chand ky saath sitaray nahe hoooty ? :(

                    Comment


                    • #11
                      Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

                      main ne chaand aur sitaroon ki tamanna ki thi
                      mujh ko ratoo'n ki siya'hee ke siwa kuchh na mila

                      Sahir Ludhiyanvi
                      :rose

                      Comment


                      • #12
                        Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

                        :rose
                        Attached Files
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #13
                          Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

                          Ab bhi Tere Aahat par Chand Muskarata hai
                          Khawab Ghungunatey hian , ab bhi tere Aahat par
                          Zindagi Thak Gaye ..!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

                            subha se sham or sham se subha tak
                            her ghari her lamha her waqt yaad teri aati hai
                            chand se kartey hain batain deer tak hum
                            phir dil bechen hota hai jab subha ki ghari aati hai

                            Comment


                            • #15
                              Re: is haftay ka lafz ........ *Chaand/Chaandni*

                              aglay haftay key leye lafz ka intekhab aik- larki karey gee :) :rose
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              Working...
                              X