Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

    Aadaab Pyare dosto

    Pegham par naya hu...aur likhne mein bhi chhota bachha isliye kahi galati hoto pyaar se bata dijiyega...shukriya:)

    *************************



    Humne Gulshan mein aesa Gulab naa dekha
    Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha


    Roshan hai ye jaha uske rang roop k ujalo se
    maine kabhi zamee par mahtaab naa dekha


    Zulafe hai uski ya hai sawan ki kaali ghataye
    Bin barish k aesa Qaus-e-qazah naa dekha


    Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
    kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


    Paya hai pyaar uska aur sab kuch khoya hai
    Fir bhi maine mujh jaisa Zaradaar naa dekha


    Humne Gulshan mein aesa Gulab naa dekha
    Kahi humne aesa Aalam-e-shabaab naa dekha

  • #2
    Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

    Buhaat acchi poem share ki aapney....:thmbup: :thmbup:
    really nice:salam:
    per urdu thoori mushkil hai:cc:
    anyhow KEEP SHARING:lpop:

    Comment


    • #3
      Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

      Bhai humne hi likhi hai..Jante hai galatiya ho sakti hai ishme..Take care
      Originally posted by Me Here
      Buhaat acchi poem share ki aapney....:thmbup: :thmbup:
      really nice:salam:
      per urdu thoori mushkil hai:cc:
      anyhow KEEP SHARING:lpop:

      Comment


      • #4
        Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

        nice one

        Comment


        • #5
          Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

          Originally posted by Diggaj
          Bhai humne hi likhi hai..Jante hai galatiya ho sakti hai ishme..Take care
          Bhai apne buhat accha likha:thmbup:
          per Navard-e-ishq ka matlab bata dain plz:blush:

          Comment


          • #6
            Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

            Bhai mere aap nahi jante kya?

            Navard-e-ishq ....... Battle of love....pyaari ki ladai
            Originally posted by Me Here
            Bhai apne buhat accha likha:thmbup:
            per Navard-e-ishq ka matlab bata dain plz:blush:

            Comment


            • #7
              Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

              Shukriya khalil ji ki aapne mere ish kalaam ko padha





              Originally posted by ~Khalil~
              nice one

              Comment


              • #8
                Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

                Originally posted by Diggaj
                Shukriya khalil ji ki aapne mere ish kalaam ko padha
                :welcome:

                Comment


                • #9
                  Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

                  Originally posted by Diggaj
                  Bhai mere aap nahi jante kya?

                  Navard-e-ishq ....... Battle of love....pyaari ki ladai
                  Me ko nahi pata tha bhai:blush:
                  ab pata chal gaya thx:lpop:

                  Comment


                  • #10
                    Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

                    Asslam_O_Alikum WR WB

                    Bhot umda likha hay .. bhot nice words use kya hay ...

                    N welcome here ..

                    per Dear ! aap ki agr ya apni likhi hui hay to aap is ko section Mein Shair To Nahi .. mein post kary aur agr ksii aur ki to aap is ko dosry section main ..

                    Ya section Poetry ka nahi hay ..

                    FeaamnAllah
                    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                    Comment


                    • #11
                      Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

                      buht khubsuratt lekhaa hai ..... thanks for shairng ...be happy always:rose
                      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                      :pr:

                      Comment


                      • #12
                        Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

                        Aadaab

                        main maafi chahunga naya hu ish wajah se galati ho gayi...agar ho sake to move kara dijiyega

                        shukriya

                        Diggaj

                        Originally posted by Bheegi-Palkain
                        Asslam_O_Alikum WR WB

                        Bhot umda likha hay .. bhot nice words use kya hay ...

                        N welcome here ..

                        per Dear ! aap ki agr ya apni likhi hui hay to aap is ko section Mein Shair To Nahi .. mein post kary aur agr ksii aur ki to aap is ko dosry section main ..

                        Ya section Poetry ka nahi hay ..

                        FeaamnAllah

                        Comment


                        • #13
                          Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

                          Aadaab

                          ye likha humne hi hai par galati se yaha post kar diya


                          shukriya pasand karne k liye


                          Diggaj
                          Originally posted by Hala
                          buht khubsuratt lekhaa hai ..... thanks for shairng ...be happy always:rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

                            Originally posted by Diggaj
                            Aadaab

                            ye likha humne hi hai par galati se yaha post kar diya


                            shukriya pasand karne k liye


                            Diggaj
                            galati se :cc:

                            kyon apna lekhaa hoaa hum sab ki sat share nahi karti kiaa :rose
                            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                            :pr:

                            Comment


                            • #15
                              Re: *@*Kahi uske jaisa Aalam-e-shabaab naa dekha*@*

                              Bikul sahi kaha hala ji aapne

                              Shukriyah

                              Originally posted by Hala
                              galati se :cc:

                              kyon apna lekhaa hoaa hum sab ki sat share nahi karti kiaa :rose

                              Comment

                              Working...
                              X