

Koi mujh ko aisi daleel de.
K min toot kar tere naqsh ko.
Ankh ki putliyon se mita sakon.

Koi mujh ko aisi daleel de.
K min dil se phir teri umar bhar ki.
Rafaqaton ko bhula sakon.

Koi mujh ko aisi daleel de.
K min umar bhar teri yad ka koi.
Jashan hi na mana sakon.

Agr koi sabeel he to phir aazma.
Jo nhi to phir.
Mujhe yad kar.
Mujhe yad aa.


Comment