Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf Mohsin Naqvi Poetry

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • sirf Mohsin Naqvi Poetry








    yeh thread mera life activity kay leye hai




    Bicharty Waqat Se Ab Tak Main

    Youn Nhi Roya
    Vo Keh Gaya Tha,Yehi Waqat
    Imtehan Ka Hai Ye Or Bat, K Adalat Hai Be-
    Khabar Warna
    Tamam Sheher Main Charcha
    Mere Beyan Ka Hai
    Asar Dikha Na Saka Us K Dil Main Ashk Mera
    Ye Teer Bhi Kisi Tooti Hoi
    Kaman Ka Hai Bichar Bhi Jaye Magar Mujh Se
    Be-Khabar bhi Rahy
    Ye Hosla Hi Kahan Mere Bad-
    Guman Ka Hai Qafas To Khair Muqadar Main
    Tha Magar Mohsin
    Hawa Main Shor Abhi Tak Meri
    Uran Ka Hy





    2..

    Bahar Rutt Me Ujar Rasty
    Tak’ka Kro Gy To Ro Paro Gy

    Kisi Se Milny Ko Jab Bhi Mohsin
    Sajja Karo Gy To Ro Paro Gy

    Tumhare Wadon Ne Yar Muj Ko
    Tabah Kiya Hy Kuch Is Trha Se

    K Zindgi Me Jo Phir Kisi Se
    Dagha Karo Gy To Ro Paro Gy

    Main Janta Hon Meri Muhabbt
    Ujar Dy Gi Tumhe Bhi Aise

    K Chand Raton Me Ab Kisi Se
    Mila Kro Gy To Ro Paro Gy

    Barasti Barish Me Yad Rakhna
    Tumhe Stayein Gi Meri

    Ankhen… Kisi Wali K Mazar Par Jab
    Dua Karo Gy To Ro Parro Gey










  • #2
    Re: sirf Mohsin Naqvi Poetry

    Sak0on k Din Se Furaaghat Ki Raat Se B Gaye
    Tujhy Ganwa K Bhari Kaainat Se B Gaye..

    Comment


    • #3
      Re: sirf Mohsin Naqvi Poetry

      KiSey Khabar Ky Hamein Ab Bhi Yaad Hain 'M0hsin'
      W0h Karrwate'n Shab-E-Gham Ki W0h H0uSLey Tere..

      Comment


      • #4
        Re: sirf Mohsin Naqvi Poetry

        Wo Jo Khud Pairvi-E-Ehd-E- Wafa Karta Tha
        Mujh sy Milta Tha To Talqeen-E-Wafa Karta Tha..

        Comment


        • #5
          Re: sirf Mohsin Naqvi Poetry

          Har Ek Zakhm Ka Chehra Gulaab Jesa Hai
          Magar Yeh Jaagta Manzar Bhi Khawb Jesa Hai..

          Comment

          Working...
          X