Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf Ahmed Faraz Poetry

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • sirf Ahmed Faraz Poetry







    yeh thread mera life activity kay leye hai





    Kiss Qadar Masoom Sa Lehja Tha Un Ka "FARAZ''

    Dheere Sey Jaan Keh Kar Humein Bejaan Kar

    2.

    Iss Dafa Barishain Rukti Hi Nahi Faraz
    Hum Ne Ansu Kiya Piya Sare Mosam Ro Pare.

    3.

    Suna Hy Zindgi
    Imtehan Leti Hy..



  • #2
    Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

    Itne Bhi Tou Wo Khafaa Nahi Thay
    Jaisay Kubhi Aashna Nahi Thay..

    Comment


    • #3
      Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

      Wehshatain Barhti Gayeen Hijr Ke Aazaar Ke Saath
      Ab Tou Ham Baat Bhi Kartay Nahi Gham Khwaar Ke Saath..

      Comment


      • #4
        Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

        Sab He Apni Gharz Se Miltay Hain Faraz
        Maza To Tb Ha K Koi Bay Sabab Milay..

        Comment


        • #5
          Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

          Kuch Muhabat Ka Nasha Tha Pehle Hm Ko Faraz
          Dil Jo Tota To Nashe Se Muhabat Ho Gai..

          Comment


          • #6
            Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

            Tavaaf-E-Manzil-E-Jaanaan Hamen Bhii Karnaa Hai “Faraz”
            Tum Bhii Agar Thorii Duur Saath Chalo..

            Comment


            • #7
              Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

              Usay Bhi Apnay Kiye Ka Malaal Hona Hay
              Abhi To Ishq Main Aisa Bhi Haal Hona Hay ..

              Comment


              • #8
                Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

                تم تو اپنے ہی دل کو لیے بیھٹے ہو
                عشق تو نسلیں اجھاڑ دیتا ہے

                Comment


                • #9
                  Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

                  Kissi Se Juda Hona Agar Itna Asan Hota "FARAZ"
                  ----Jism Se Rooh Ko Lenay Kabhi Farishtay Na Atayyyy.....!!!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

                    Socha tha k wo bohat toot kr chahe ga hume FARAZ

                    Lakin chaha b hum ne or toote b hum..
                    --------------------------------------------------------

                    Comment


                    • #11
                      Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

                      Mere jazbat se waqif hai mera qalm FARAZ
                      Main pyar likhon to tera nam likha jata hai..

                      Comment


                      • #12
                        Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

                        Ab maayos q ho us ki bewafai pe Faraz?
                        tm khud hi to kehty thy k wo sab se juda hai..
                        ---------------------------------------------

                        Comment


                        • #13
                          Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

                          Koun kisi k sath kitna mukhlis hai faraz
                          Waqt sab ki aukaat bta deta hai..

                          Comment


                          • #14
                            Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

                            Asaan nahin aabad karna ghar mohabat ka Faraz
                            ye unka kaam hai jo zindagi barbad karty hain...

                            Comment


                            • #15
                              Re: sirf Ahmed Faraz Poetry

                              Main Khuda Ki Nazron Main Bhi Gunahgaar Hota Hoon Faraz

                              .
                              .
                              .

                              K Jab Sajdon Main Bhi Wo Shakhs Mujhe Yaad Aata Ha
                              ---------------------------------------------------------

                              Comment

                              Working...
                              X