Khain aarzooye safar nahee khain manziloon ki khaber nahee
Khain rasta hi andher hay khain paa nahee khain per nahee
Mujhey izterab ki chah thi mujhey baykali ki talash thi
Inhee khawahishat k jurm main koi gher nahee koi dar nahee
Koi chand tootey ya dil jaley ya zameen khain say ubal parey
Hum aseeray sauratey hal hain humain hadsat ka dar nahee
Ay hawaye mausamey ghum zara mujhey sath rakh marey sath chal
Marey pass marey kadam nahee marey pass mari nazar nahee
Ya jo umer bher ki riaztain ya nagar nagar ki musafitain
Ya tu roug hain mah-0-sal k ya tu gardashain hain safar nahee

Comment