Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sad Poetry Collection

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Sad Poetry Collection

    Mujhe apne barbad
    Hone ka gum nahi,
    Teri barbadi ka suna
    Tu bohat roya
    Main ne Har pal har
    Su tujhe Yad kia,
    Jab Tujhe Apni Yad se
    Gaafil paya tu bohat
    Roya
    Ye zindagi
    Ye Ronaqein
    Ye ranjishein,
    Jab in Sab me Tujhe
    Tanha paya Tu bohat
    Roya
    Main ne apne Dil k har
    Konay me sirf tujh
    ko hi Bsaya,
    Tere Dil me Basa jab
    Koi Or dekha Tu bohat
    Roya
    “RanA” Jaanta tha k To
    Es k Nasib me nahi
    Hai
    Lekin phir B tujhe khuda
    Se Baar baar maanga Tu
    Bohat Roya
    sigpic

    Comment


    • #77
      Re: Sad Poetry Collection

      Chalo door chalte hai iss duniya se kahi
      Jaha tum ho aur me hu aur koi kahi nahi
      Jaha sirf tumhari mahak ho phulo ki nahi
      Jaha dhkehu tumhari aankho se apni nahi
      Jaha noor ho tere chehre ka chand ka nahi
      Jaha mausam ho pyaar ka taqraar ka nahi
      Jaha hawaye ho teri zulfo ki mitti ki nahi
      Chalo dur chalte hai iss duniya se kahi….!!
      sigpic

      Comment


      • #78
        Re: Sad Poetry Collection

        Uski aankhon may koi dukh basa hai shayad,
        ya mujy khud he veham sa howa hai shayad,
        main ny pocha k bhol gaye ho tum bhi ?
        pOnch kar aansu mjhy Usny kaha …”SHAYAD”
        sigpic

        Comment


        • #79
          Re: Sad Poetry Collection

          Ye tairgi to bahar hal chat hi jae gi,
          Na raas ai humen roshani to kia ho ga.
          sigpic

          Comment


          • #80
            Re: Sad Poetry Collection

            Hanse wo lakh magar zabat e gham ki tehrerain,
            Na chop sakain gi k chehra kitab jaisa hai.
            sigpic

            Comment


            • #81
              Re: Sad Poetry Collection

              Nai zindagi ne muj ko nae gham ata kiye hain,
              Muje kia sanar hai ho ye haqayatain purani.
              sigpic

              Comment


              • #82
                Re: Sad Poetry Collection

                Monoos ho gea hon gham e dil se is qadar,
                Milta hai abb sakoon muje iztarab me.
                sigpic

                Comment


                • #83
                  Re: Sad Poetry Collection

                  Libas daikh k itna humen ghareb na jaan,
                  Hamara gham teri amlak se ziada hai.
                  sigpic

                  Comment


                  • #84
                    Re: Sad Poetry Collection

                    Kuch aur bhi hain kaam humen ae gham e janan,
                    Kab tak koi oljhi hoi zolfon ko sanware.
                    sigpic

                    Comment


                    • #85
                      Re: Sad Poetry Collection

                      Qaid e hayat o band e gham asal me dono aik hain,
                      Moot se pehle admi gham se nijat pae kion.
                      sigpic

                      Comment


                      • #86
                        Re: Sad Poetry Collection

                        Qafas me aj tamashae gham hai qabal e ded,
                        Tarap raha hon me siyad ki khoshi k lie.
                        sigpic

                        Comment


                        • #87
                          Re: Sad Poetry Collection

                          Qadam qadam pe kai zawiye badalta hai,
                          Teri tarah tera gham bhi bahana jo hai bahot.
                          sigpic

                          Comment


                          • #88
                            Re: Sad Poetry Collection

                            Fakia sheher ki baton se darguzar behter,
                            Bashar hai aur gham e abb o sdana rakhata hai.
                            sigpic

                            Comment


                            • #89
                              Re: Sad Poetry Collection

                              Fasale aise k ik umer me teh ho na sakain,
                              Qurbatain aisi k khod muj me janam hai us ka.
                              sigpic

                              Comment


                              • #90
                                Re: Sad Poetry Collection

                                Gham k samandarn me basar ki hai zindagi,
                                Daya meri nighah me nahin raha.
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X