Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Venus poetry by rabia iqbal rabi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Venus poetry by rabia iqbal rabi

    buht khoob Rabi jani...
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #17
      Re: Venus poetry by rabia iqbal rabi

      SOULsb aadab hosla afzae ka bohat suriya

      Comment


      • #18
        Re: Venus poetry by rabia iqbal rabi

        Hala ji bohat sukriya

        Comment


        • #19
          Re: Venus poetry by rabia iqbal rabi

          Aap ka bohat bohat shukriya kay aap nay meray comments ko iss qaabil samjha...!

          aap ki baat say bilkul mutafiq karta hoon kay ehsasaat 'bay-rabt' ho saktay hain, magar jab unhain 'rabt' milta hay tou woh 'ba-wazan' ho jaatay hain isi liye shaeri main 'kafiyoon' ki bohat ehmiyat hay.

          Bay-rabt ehsaas ek 'kahani' ki shakal ikhtiyar kartay hain aur jab unhi ehsaasat main 'RABT' aajaata hay tou woh 'ghazal', 'nazm' ya 'nasr' ki soorat ikhtiyar kar laitay hain..... mujhay shayeri ka itni ilm nahin hay bas jitna paRha hay ussi ka mushaida kar kay yeh baat keh raha hoon :)

          khush rahyeh aur apnay ehsaasat ko isi tarah lafzoon main piroo kar bikhairti rahyeh :) Shukriya
          Originally posted by Rabia rose 33 View Post
          Dear The FTRE 1 AAdab, hoslaafzae ka bohat sukriya aap ki rehnumae rehe to nazm tarteeb main bhi aajaey gee wesey bhi ehsasat kise tarteeb ke hamil nahin hoty aaty haen tu aaty he chaly jaty haen cahy rabt ho ya na ho ek bar pher sukriya qubool kejye
          sigpic

          Comment

          Working...
          X