Assalam_O_Alaikum,
Khalil Jibran nay kaha hai:
"Tum insaan her cheez se dartay ho, yahan tak k apni zaat se bhi,Tum Asmaan se dartay ho halaankey wo Amn_O_Salamti ka sar chashma hai.Fitrat se dartay ho. halankey wo Etmenan_O_Rahat ka gehwara hai. ALLAH se dartay ho aur adawat_O_ghazab ko US ki zaat se mansoob kartay ho, Halankey WO Mohabbat_O_Rehmat hai".
Lekin Hum US RABB ko kitna yaad kartay hain?
Dunya mein roshni bohat mukhtasir hai magar hum is roshni ko jab apnay ander her roz qatal kartay hain, thora thora kar k maartay hainto ye roshni aur mukhtasir aur kamm ho jatee hai .
Ozone ki Teh mein sorakh nahin aisa, na hee dunya mein itna kohar hai k kuch dikhaeey na de.... Haan kahein agar Fault hai to hamaray apnay dilon mein hay. Jahan Her Roz Achha Ban k Jeenay ki Khahish janam letee hai aur Amal na kartay huey Us tamanna us kiran ko maar k hum bazahir Achha ban-na chahtay hain Logon ki nazar mein.
Isi liey pollution is qadar barh gaeey hai k HUM DIL MEIN NAHIN KHAHISH MEIN JEENAY LAG GAEY HAIN..... Aur jo aisay log hotay hain wo ziada arsa jiya nahin kartay, marnay se pehlay hee marr jatay hain.
ALLAH insan ko kia se kia kar dayta hai?...
ALLAH MOHABBAT_O_REHMAT HAI
ALLAH sirf achha lamha nahin ay WO pori zindagi hai Aur zindagi dukh aur khushi se ebarat hay US ki Ata karda khushyon per shuker Ada karein to gham milnay per sabar maangein. WO ZAAT PAAK koi time table mein muqayyad kaam nahin WO TO HER LAMHA ANJAAM DENAY WALI MOHABBAT HAI....
Jab hum apnay parents se bachon se, apnay relatives se her her lamha mohabbat kartay hain aur unhein yaad karna nahin bhooltay.
To hamari ye US ZAAT_E_BAARI se kese mohabbat hai k paanch waqt yaad karein...
WO SIRF PAANCH WAQT KI NAMAZ MEIN NAHIN BULKEY HER LAMHAY HAMARAY ANDER HONA CHAHIEEY ....
WO hamein sirf khas lamhay mein nahin her sa-at mein YAD RAKHTA HAI .
Hum US se Bay khabar aur US k na farmaan bhi rahein tab bhi WO HAMEIN BHOOKA NAHIN MAARTA WO HAMEIN SAZA NAHIN DETA APNI MOHABBAT KI JAZA AUR REHMATON SE NAWAZTA HAI......yahan tak k ya to hum palat jatay hain US KI TARAF ...
Ya US ki Mohabbat ka khazana yaheen khatam kar k Khali haath US ki Simat laut jatay hain Jaahn phir koi Jaza nahin rehty ....

Comment