Assalaam o alekum,
Sathiyoon pankaj udhas ki aawaz mien yeh geet jiss mian akser suntaa hun aur mujhe behud pasand hai aap sabse share ker raha shaayad aap bhi isse pasand karien
Yeh arzoo thi ke huns ker koee milaa hootaa
Kahin to humse kisi kaa dil ashnaa hootaa
Kisi nien bhi to naa dekhaa nigah bhar ke mujhe
Gayaa phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe
Saba bhi laaayi naa koee payaam apnoon kaaa
Sunaa rahi fasaanien idher udher ke mujhe
Gayaa phir aaj kaa din bhi udaas kar ke mujhe
Muaf kijiye jo main ajnabi hun mehfil mien
Ke raastey nahin maloom iss nagar ke mujhe
Gayaa phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujeh
Wo dard hai ke jisse sah sakoon naa keh paaon
Milegaa chain to ab jaan se guzer mujhe
Gayaa phir aaj ka din bhi udaas ker ke mujhe
:)

Comment