Assalaam Alaikum Doston
Meri janib sey tamaam Pegham members ko Eid-ul-Fitr buhat buhat mubarak ho
Eid ke is pur'musarrat mouqay per hum aap ke liye laye hein
Eid-ul-Fitr Poetry Competition
Aap sub ne Lafz " Eid " per khubsorat Asha'ar ya Ghazal ya koi Nazam share karni hai
Umeed kartey hein ke aap sub ki janib sey buhat sii khubsorat sharing parhne ko milen gi : -)

Rules:
:) Har participant sirf ek entry share kar sakta hai.
:) Pehle se share ki gaii entry repeat nahi kiya jayega.
:) Edited entry ko qabool nahi kiya jaye ga.
:) Competition me hissa lene ki aakhri tareekh 25th Sept 2011 hai.
BEST OF LUCK
Comment