Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Humd Bari Talah Competition

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Humd Bari Talah Competition

    Assalaam Alaikum Doston

    Ramazan ke is ba-barkat maheene me hum aap ke liye laaye hein


    Humd Bari Talah Competition


    Aap sub ney Allah Talah ki tareef me khubsorat Humd share karni hai




    Rules:

    :) Har participant sirf ek Humd share kar sakta hai.

    :) Pehle se share ki gaii entry repeat nahi kiya jayega.

    :) Edited entry ko qabool nahi kiya jaye ga.

    :) Competition me hissa lene ki aakhri tareekh 25th August 2011 hai.



    BEST OF LUCK
    Love your Forum, Build Your Forum (PEGHAM)



  • #2
    Re: Humd Bari Talah Competition

    میری آنکھوں سے وہ آنسو جدا ہونے نہیں دیتا
    مجھے نا معتبر ، میرا خدا ہونے نہیں دیتا

    مری فردِ عمل دھو کر مِری اشکِ ندامت سے
    میری لغزش کو وہ میری خطا ہونے نہیں دیتا

    عتاب اس کا میرے کردار پر نازل نہیں ہوتا
    کہ وہ توّاب ہے محشر بپا ہونے نہیں دیتا

    عطا کچھ اس طرح کرتا ہے وہ افکار کی دولت
    میرے ذوقِ ہنر کو نارسا ہونے نہیں دیتا

    عطا کرتا ہے نعتیں* مجھ کو لمحاتِ تہجد میں
    کرم کرتا ہے مجھ کو بے نوا ہونے نہیں دیتا

    میری ہر احتیاج اسکے کرم کے دائرے میں ہے
    مجھے محتاجِ دستِ ماسوا ہونے نہیں دیتا

    میں سر سے پاؤں تک اس کی عطا کے سائباں میں ہوں
    وہ غافر مجھ پر فتنوں کو بپا ہونے نہیں* دیتا


    مرزا حدید
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #3
      Re: Humd Bari Talah Competition

      ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
      سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

      Comment


      • #4
        Re: Humd Bari Talah Competition

        Mehak me saray haroof dho kar

        Click image for larger version

Name:	iw26ie.jpg.gif
Views:	5
Size:	37.1 KB
ID:	2418807


        Mehak me saray haroof dho kar
        Qalam ko bhi ijz me dabo kar
        Sana e Rab e jalil likhon
        Taveel tar sey taveel likhon
        Jamal likhon Jameel likhon
        Usi ko us ki daleel likhon
        Kahan nahi tha kahan nahi hai
        Mujhe bata who jahan nahi hai
        Azal se hai, ta abad rahe ga,
        Woh aap apni sana rahe ga.
        Wohi to hai la shareek-o-yakta,
        Woh sub ka khaliq woh sub ka Aaqa.
        Woh sub ke andar woh sub ke bahir,
        Woh sub se ooper woh sub ke sar per.
        Rahim-o-Rehman sifaat us ki,
        Bari Kareem hai Zaat Us ki.
        Qalam ko bhi ijz me dabo kar
        Sana e Rab e jalil likhon
        Taveel tar sey taveel likhon
        Jamal likhon Jameel likhon
        Usi ko us ki daleel likhon
        Kahan nahi tha kahan nahi hai
        Mujhe bata who jahan nahi hai
        Azal se hai, ta abad rahe ga,
        Woh aap apni sana rahe ga.
        Wohi to hai la shareek-o-yakta,
        Woh sub ka khaliq woh sub ka Aaqa.
        Woh sub ke andar woh sub ke bahir,
        Woh sub se ooper woh sub ke sar per.
        Rahim-o-Rehman sifaat us ki,
        Bari Kareem hai Zaat Us ki.


        Click image for larger version

Name:	iw26ie.jpg.gif
Views:	5
Size:	37.1 KB
ID:	2418807
        Last edited by Mr.Khan; 7 August 2011, 13:23.

        Comment

        Working...
        X