Muddat K Baad Dekha
muddat k baad dekha use badla hua ta wo
najane kya hadsa hua sehma hua tha wo
mujhe dekh kar usne chehra to chupa liya
magar ankhain bata rahi thin k roya hua ta wo
uski ankhain dekh kar mehsus hua mujhe
meri tarah kisi soch me dooba hua ta wo
uski sonay jesi rangat zard par gaye thi
jese kisi k pyar me jala hua tha wo
qurban jaon us shaks pe main
yaad me jis ki khoya hua ta wo

Comment