Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

a ghazal by Shahid Kabir

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • a ghazal by Shahid Kabir

    besabab baat ba.Dhaane kii zaruurat kyaa hai
    ham Khafaa kab the manaane kii zaruurat kyaa hai


    aap ke dam se to duniyaa kaa bharam hai qaayam
    aap jab hai.n to Thikaane kii zaruurat kyaa hai


    teraa kuuchaa, teraa dar, terii galii kaafii hai
    beThikaano ko Thikaane kii zaruurat kyaa hai


    dil se milane kii tamannaa hii nahii.n jab dil me.n
    haath se haath milaane kii zaruurat kyaa hai
    rang aa.Nkho.n ke liye buu hai damaago.n ke liye
    phuul ko haath lagaane kii zaruurat kyaa hai

  • #2
    Re: a ghazal by Shahid Kabir

    Originally posted by brainheater
    dil se milane kii tamannaa hii nahii.n jab dil me.n
    haath se haath milaane kii zaruurat kyaa hai
    LAJAWAAB - bohat hi umdaa shair hai is khoobsurat ghazal ka. Honto peh hansi liye log haath milatey hain magar dil mein bughaz rakhtey hain, kya zaroorat????

    Khush rahiye aur share kartey rahiye...
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: a ghazal by Shahid Kabir

      W salaam,


      Ek barhiyaa intekhaab bahoot hi umdeh shukriya humse share kernien kaa khush rahien sada
      :tang: RISK IS MY BUSINESS

      DANGER IS MY GAME

      DONT PLAY WITH ME
      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

      Comment


      • #4
        Re: a ghazal by Shahid Kabir

        bohaaaaat he achii gazal share kere aap nay..
        thankx 4 sharing :)

        Comment


        • #5
          Re: a ghazal by Shahid Kabir

          Originally posted by Masood
          LAJAWAAB - bohat hi umdaa shair hai is khoobsurat ghazal ka. Honto peh hansi liye log haath milatey hain magar dil mein bughaz rakhtey hain, kya zaroorat????

          Khush rahiye aur share kartey rahiye...


          asslmaualikum


          aap ney ghazal ko parha aur pasand kiya us ke liye aap ki behad mamnoon hun

          Comment


          • #6
            Re: a ghazal by Shahid Kabir

            Originally posted by khurram_shaikh
            W salaam,


            Ek barhiyaa intekhaab bahoot hi umdeh shukriya humse share kernien kaa khush rahien sada

            asslamualikum

            pasand karney ka buhat buhat shukriya

            Comment


            • #7
              Re: a ghazal by Shahid Kabir

              Originally posted by aik_lerki
              bohaaaaat he achii gazal share kere aap nay..
              thankx 4 sharing :)

              asslamualikum

              pasand karney ka buhat buhat shukriya

              Comment


              • #8
                Re: a ghazal by Shahid Kabir

                Perh ker accha laga :)
                http://www.genericviagra2015shop.com/

                Comment


                • #9
                  Re: a ghazal by Shahid Kabir

                  [B]pasand karney ka shukriya

                  Comment


                  • #10
                    Re: a ghazal by Shahid Kabir

                    :thmbup: :)
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    Working...
                    X