ITNA ASAAN TO NAHIN
Pyaar karta hoon main tumse,
Izhar karna itna asaan to nahi,
Sumajhta hoon mushkil ko par,
Sumjhaanaa itna asaan to nahi,
Dil mein to bahut kuch hai par,
Labon pe lana itna asaan to nahi,
Khud woh sub dukh jantey huye,
kisi ka dil dukhana itna asaan to nahi,
Apnon ke zakhm dil mein chupa ke,
Dil dhadkte rehna itna asaan to nahi,
Umeedein to bahut hai shayad par,
In umeedon ka ber hona itna asaan to nahi
Izhar karna itna asaan to nahi,
Sumajhta hoon mushkil ko par,
Sumjhaanaa itna asaan to nahi,
Dil mein to bahut kuch hai par,
Labon pe lana itna asaan to nahi,
Khud woh sub dukh jantey huye,
kisi ka dil dukhana itna asaan to nahi,
Apnon ke zakhm dil mein chupa ke,
Dil dhadkte rehna itna asaan to nahi,
Umeedein to bahut hai shayad par,
In umeedon ka ber hona itna asaan to nahi
__________________
Comment