ZAKHM E DIL
Zakhm Jo dil peh Ubhre hai wo bata hi de!
sochte hain daastaa'n ab use sunaa hi de!
mere Haq me unki dua'a nahi'n, naa sahi
par kyoun use nafrat me bad-dua'a hi de!
be-zabaanii hi meri zabaa'n hai ab
meri dil ki awaaz kisi ko sunaai naa de !
kaun samjhaye, kis ko samjhaaye baar baar
achha hi ho ae dil ab tu use bhulaa hi de!
kuchh to mil jaaye mujhe terii mehfil se
ho sake to tu meri wafa'o kaa silaa hi de !
apni majbooriyo'n par ab naaraz nahi
naa ho ki ab koii paigam-e-khushi sunaai de
__________________

Comment