Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Woh kisi Aur k Aangan me Hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Woh kisi Aur k Aangan me Hai

    Is karri dhoop Me jalty huay Paon ki tarah
    Woh kisi Aur k Aangan me hai me chhaon ki tarah

    Who jo waqif hay mere jazbon ki sachai se
    Phir kiyon khamosh hai pathar k khudaon ki tarah

    Mein to khushboo ki tarah sath raha hun us k
    Who bhatakti rahi bechain hawaon ki tarah

    Who jo berbad huay thay wahi badnaam huay hen
    Who to Masoom rahe apni Adaon ki tarah

    Gham to ye hai k Hamein koi khushi Raas na Aai
    Zindagi kaat rahe hen Hum sazaon ki tarah
    sigpic

  • #2
    Re: Woh kisi Aur k Aangan me Hai

    Bohat khoob, aik aur bohat hi khoobsurat ghazal aap kay dast-e-qalm say....

    itni mohabbat hay inn lafzoon main utna hi karb hay inn jazboon main!! kia kehnay aap jab bhi likhtay hain khoon-e-dil nichooR kar ussay apnay qalam ki siyaahi bana daitay hain... bohat khoob janab...

    humesha ki tarah "mehfil loot lee aap nay"... aur humehsa ki tarah main bhi yehi kahoon ga "Khush raha karain" zindagi kisi aik kay naam mansoob karnay ka naam nahin balkay apnay yadoon ko apnay jeenay ki meeraas bana lain!:)
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Woh kisi Aur k Aangan me Hai

      Who jo waqif hay mere jazbon ki sachai se
      Phir kiyon khamosh hai pathar k khudaon ki tarah


      buhat umdah...keep it up

      Comment


      • #4
        Re: Woh kisi Aur k Aangan me Hai

        so nice.............

        Comment

        Working...
        X