Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aaj Ka Musalmaan....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aaj Ka Musalmaan....!

    Assalaam Alaikum WR WB



    Click image for larger version

Name:	2.gif
Views:	576
Size:	37.7 KB
ID:	2482849





  • #2
    Re: Aaj Ka Musalmaan....!

    Originally posted by Mr.Khan View Post
    [CENTER] Assalaam Alaikum WR WB


    Allahu akbar

    waalaikum assalaam janaab moHtaram Khan SaaHeb

    Allah humaare HaaloN par raHm farmaa'ey,waaqa'ee yeh baRe fikr kee baat hai,hum sabhee kaa Haal bohot fikr angez hai

    aap kee taKhleeq ne jo aa'inah dikhaayaa hai usmeN humaaraa chehrah kuchh isse taraH kaa dikhaa'ee detaa hai,aur humaaree wajh se hee mumlikat e Khudaa daad e Pakistan bohot bare imtiHaan se guzar rahee hai

    Allah aap ko jaza e Khiar ataa farmaa'ey

    ek HadeeC kaa mafhoom hai keh momin momin kaa aa'inah hai,apne liye aur pooree ummat e muslimah ke liye duaa'oN meN izaafah farmaa'iye ,aur jitna mumkin hosake Khud kee bhee aur tamaam umat kee iSlaaH kee fikr o koshish keejiye

    Allajh aap ko jaza e Khair ataa farmaa'ey

    niyaazmand

    Ismail Ajaz Khayaal
    Ismail Ajaz (Khayaal)

    muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
    Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

    Comment


    • #3
      Re: Aaj Ka Musalmaan....!

      اسلام علیکم
      مجھے ہے حکم اذاں لا الہ اللہ
      اس کی کھلی تفسیر معلوم ہو رہے ہیں آپ
      ہم مردہ دلوں اور جسموں کے کھنڈروں پر ازان دیجئے شائد کہ کوئی ایمان کی سسکی سنائی دے، شائد ایمان کی راکھ میں کوئی چنگاری بھڑک اُٹھے،
      ہم وہ مسلماں ہیںکہ جنہیں دیکھ کر شرمائیں یہود۔
      اللہ جی ہم سب کو سراط المستقیم عطا فرمائیں آمین
      اللہ جی آپ کو شاد رکھیں آباد رکھیں آمین
      Last edited by S.Athar; 22 September 2010, 08:23.
      :star1:

      Comment


      • #4
        Re: Aaj Ka Musalmaan....!

        walikum salam...

        ALLAH G ham k sath reham ka mamla farmaen or ab tak hamny nadani ka jitna rasta tay kra hy uspy hamko maf farmaen or hamen har us rah py chalny ki tofeeq den jis mein uski raza shamil ho AMEEN

        JAZAK ALLAH 4 eyes opening sharing....
        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

        Comment


        • #5
          Re: Aaj Ka Musalmaan....!

          hhhmmm baat to darust he

          Comment


          • #6
            Re: Aaj Ka Musalmaan....!

            وعليكم السلام و رحمة الله

            لا حول و لا قوة الا بالله...
            ربنا لا تؤاخذنا إن نسينا أو أخطأنا , ربنا ولا تحمل علينا إصرا كما حملته على الذين من قبلنا....
            يارب إنّك سميع مجيب

            اللهم عاملنا بفضلك لا بعدلك
            Aik lamhey k liye khamoshi se ruk kar agar hum apna muhasba karein... aik lamhey k liye ye sochein k Allah Rab'ul'Izzat ne humein paida kiya tu kisi maqsad se...tu yaqeenun hum apnii fitrat ki taraf lout kar ja saktey hain......

            magar afsoos.......wo aik lamha xindagii ki bhaag douR main kahiin kho gaya hai....


            اللهم اغفر لنا و ارحمنا و أعف عنا و تجاوز عن سيئاتنا....
            .......................!!!!!

            Comment


            • #7
              Re: Aaj Ka Musalmaan....!

              bohut khoob

              Comment


              • #8
                Re: Aaj Ka Musalmaan....!

                JazakALAH
                Bouhat hi achi sharing hai
                Allah pak aap ko khush rakke

                Comment


                • #9
                  Re: Aaj Ka Musalmaan....!

                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aaj Ka Musalmaan....!

                    Walikum Salam
                    Allah Hum per Apna khaas Reham kery .ameen Humay Naik rasty per chalny ki tofeeq ata kery/ameen

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aaj Ka Musalmaan....!

                      Walaikum Assalaam WR WB

                      Apnay sachay alfaaz aur khayalaat ko bohat hi khoobsurti kay saath lafzoon ki girha main baandh kar aap nay paish kia hay, aaj kay haalat aap kay alfaaz say mukhtalif nahin.... ALLAH SWT hum sab kio imaan ki roshni naseeb karain AMEEN

                      Fi amaan ALLAH
                      sigpic

                      Comment

                      Working...
                      X