Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

    Originally posted by Ismail Ajaz View Post
    ek nazm aiHbaab kee nazr
    kiya baat hai, buhat umda paishkash hai :rose

    Comment


    • #17
      Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

      @ Ajaz bhai........... buht khubsurat shairy hai hamesh ki tarah.. khush rahien

      @ SAZ bhai.......... itni kaam waqat mein ... itni achi poetry lekhanaa... kamal ki bat hoti hai... lekhty rahi ...
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #18
        Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

        Originally posted by S.A.Z View Post
        ایک میری جانب سے بھی حاضر ہے :)۔
        Heart touching entry

        Comment


        • #19
          Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

          *ASK*;1350518][CENTER][LEFT][COLOR=Green]my entry...........:hii:
          ----------------------------------------------------------------------


          bhaai bohot Khoob kya baat hai aap kee

          daad qubool farmaa'iye aur saath saath mujh naacheez par nazar e karam farmaane kaa bhee shukriyah qubool farmaa'iye

          mamnoon
          Ismail Ajaz (Khayaal)

          muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
          Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

          Comment


          • #20
            Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

            saraah;
            saraah jee iss KhoobSoorat taiHreer ke liye meree jaanib se daad qubool farmaa'iye
            Last edited by Ismail Ajaz; 11 August 2010, 06:21.
            Ismail Ajaz (Khayaal)

            muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
            Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

            Comment


            • #21
              Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

              *Hala*;
              hala jee

              dil ko chhoo lene waalee yeh taiHreer bohot kuchh sameTe huwe apne paRhne waaloN ko apne elaawah kuchh aur naheeN sochne detee

              bohot Khoob dheroN daad aap kee nazr

              aur meree pazeeraa'ee ke liye mamnoon hooN
              Last edited by Ismail Ajaz; 11 August 2010, 06:26.
              Ismail Ajaz (Khayaal)

              muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
              Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

              Comment


              • #22
                Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

                S.A.Z;
                masha Allah bohot Khoob janaab SAZ SaaHeb

                bohot umdah hai daad qubool farmaa'iye,mujh par nazar e karam farmaane kaa beHad shukriyah
                Ismail Ajaz (Khayaal)

                muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
                Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

                Comment


                • #23
                  Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

                  Mr.Khan;1350633]kiya baat hai, buhat umda paishkash hai :rose
                  Khan SaaHeb Khush rahiye aabaad rahiye ramzaan kee mubaarakbaad aur salaam arz e Khidmat hai
                  duaa'oN meN yaad rakhiye ,pazeeraa'ee kaa beHad shukriyah
                  Ismail Ajaz (Khayaal)

                  muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
                  Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

                  Comment


                  • #24
                    Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

                    ek Ghazal baarish se juRee aap tamaam aiHbaab kee Khidmat meN pesh hai
                    Attached Files
                    Ismail Ajaz (Khayaal)

                    muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
                    Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

                    Comment


                    • #25
                      Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

                      اسلام علیکم ۔
                      تمام ممبران کا بہت بہت مشکور اور ممنون ہوں کہ انہوں نے ان الٹے سیدھے لفظوں کو شرف قبولیت بخشا۔
                      "ہالہ جی"۔"خان بھائی" اسمعیل اعجاز صاحب" آپ تمام مہربانوں کا بہت بہت شکریہ۔
                      اعجاز صاحب آپ کی یہ دوسری اینٹری پتہ نہیں اُصول کے خلاف ہے یا نہیں اور یہ ووٹنگ میں رہے گی یا نہیں لیکن مجھے اس کا یہ شعر بہت اچھا لگا ہے ۔
                      ؂ایک میں اور میری یادیں اور دل تنہا میرا
                      دل کی دھڑکن میرے دل کے درد سارے سہہ گئی۔
                      اللہ جی تمام احباب کو شاد رکھیں آباد رکھیں آمین۔
                      Last edited by S.Athar; 11 August 2010, 09:27.
                      :star1:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

                        Barish.......

                        Barish!
                        Tu jab band kawaron aur dilon per dastak deti hai
                        Sari baaten keh janey ko dil karta hai...
                        Terey sath hi beh janey ko dil karta hai!!!!

                        Comment


                        • #27
                          Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

                          Originally posted by Ismail Ajaz View Post
                          ek Ghazal baarish se juRee aap tamaam aiHbaab kee Khidmat meN pesh hai
                          Ismail bhai, aaap ki 2nd ghazal bhi buhat umda hai, magar competition ke rules ke mutabiq aap sirf 1 entry share kar sakte hen

                          Comment


                          • #28
                            Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

                            Originally posted by life. View Post
                            Barish.......

                            Barish!
                            Tu jab band kawaron aur dilon per dastak deti hai
                            Sari baaten keh janey ko dil karta hai...
                            Terey sath hi beh janey ko dil karta hai!!!!
                            khubsorat entry

                            Comment


                            • #29
                              Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

                              Walikum Assalam
                              bahut khoobsorat competion hai
                              sab ki entry bahut hi zabardast hain

                              Comment


                              • #30
                                Re: Barish ~ Poetry ~ Competition ~ Aug ~ 2010

                                ~*~Kal halki halki barish thi~*~



                                Kal halki halki barish thi
                                Kal sard hawa ka raqs bhi tha

                                Kal phool bhi nikhray nikhray thay
                                Kal un pe aap ka aks bhi tha

                                Kal badal kalay gehray thay
                                Kal chand pay lakhon pahray thay

                                Kuch tukray aap ki yaad kay
                                Bari dair say dil main thehray thay

                                Kal yaadain uljhi uljhi thin
                                Aur kal tak yeh na suljhi thin

                                Kal yaad bohut tum aye thay
                                KAL YAAD BOHUT TUM AYE THAY

                                Comment

                                Working...
                                X