Aaye jazba-e dil gar main chahoon, har cheez muqabil aa jaey,

Manzil kay liay do gaam chaloon, aur manzil saamnay aa jaey,
Aaey jazba-e dil gar main chahoon.
Aaey dil ki khalish chal yoon hi sahi, chalta to hoon uski mehfil main,

Us waqt mujhey chonka dayna, jab rang main mehfil aa jaye.
Aaye jazba-e dil gar main chahoon.
Aaye raahbar-e kaamil chalnay ko, taeyyar to hoon par yaad rahay,

Us waqt mujhay bhatka dayna, jab saamnay manzil aa jaey.
Aaye jazba-e dil gar main chahoon.
Haan yaad mujhay tum kar layna, awaz mujhay tum day layna.

Iss raah-e muhabbat main koey, dar paish jo mushkil aa jaey.

Manzil kay liay doo gaam chaloon, aur saamnay manzil aa jaey,

Comment