Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Gham-e-TanHai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Gham-e-TanHai

    ~*~Gham-e-TanHai~*~

    KABHI YOON BHI AA MERI AANKH MEIN
    KE MERI NAZAR KO KHABAR NA HOO
    MUJE EK RAAT NAWAZ DE
    MAGAR US KE BAAD SAHER NA HOOO


    WOH BARA RAHEEM-O-KAREEM HAI
    MUJHE YEH SIFT BHI ATA KARE
    TUJHE BHOLNE KI DUWA KARO
    TU DUWA MEIN MERI ASAR NA HOO


    KABHI DIN KI DHOOP MEIN JHOOM KE
    KABHI SHAB KE PHOOL CHOOM KE
    YOHEIN SAATH SAATH CHALE SADA
    KABHI KHATAM APNA SAFAR NA HOO


    MERE PAAS MERE HABIB AA
    ZARA AUR DIL KE KAREEB AA
    TUJHE DHERKANOO MEIN BASALOON MEIN
    KE BICHERNE KA KABHI DER NA HOO

  • #2
    Re: Gham-e-TanHai

    Imsaal, Basheer Badar ki yeh ghazal meri pasandeedah tareen mein sey hai. Iskey pehley shair ki drustgi kar doon:

    kabhi yun bhi aa meri aankh mein keh nazar meri ko khabar na ho
    mujhey aik raat nawaz dey, phir uskey baad sahar na ho
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Gham-e-TanHai

      nice one

      Comment

      Working...
      X