Dard hua to dil se awaz aye maan
Takleef hue to yaad teri aye maan
Ab mere liye roz dua kon kare ga
Yeh farz ada maan k siwa kon kare ga
Chupke se mujhe chor k chal di yeh na socha
Ab mujhe pey dil-o-jan fidaa kon kare gaa
Dunia mein wafadar koi maan k siwa hain?
Youn maan ki tarah mujh se wafa kon kare
Karne ko mujhe kehti thi maa sabar hamisha
Ab sabar ki talkeen sada kon kare gaa
Har lamha rulati hain teri yaad maa mujhe
ansoon ko mere khushk bata kon kare ga

Comment