Kis k anchal main ansoo baha k roon?
Kis ki gaud main sir ko gira k roon?
Mera apna to koi dar ni hai
Main kis k dar pe sir ko gira k roon?
Mera mazi to kanto ka aik darya tha
Kis kis karb ko yaad ker k roon?
Asli roop dikha chukay hain sarey mery sahary
Ab mai kis k kandhon se sir laga k roon?
Mai qeemti Goher tha mujhe bikhera in dukhon ne
Apne tukroon ka zikar mai kis se ker k roon?
Main islam tha mujhe apno ne hi tor diya
Ab main kaise khuda se shikwa ker k roon?
Mujhey lota Kabul mai bikhera Baghdad main
Kis ko apnay phatay kapray dikha k roon?
roserose

Comment