Asslamo Alikum Muhtram..!!
Yeh jo aap ne Bazm-e-Shairi aur Shairon ka khazeena main dhara dhar adhy ghenty main koi 20 thread stamp kye hain yeh QATI aainda tolerate nai kia jaye ga, apna attitude theek kejye, threads ki barish karny ki bajaye chand mayari ghazlein/kalam share kejye, jis se aap ke zoq ka pata chaly. Otherwise apna negative Image na create karein. Aur apna intekhab aik thread main share kejye :) Section ka Hussan na kharab karein. Agar aap ne apna yeh rawaya jari rakha to aap ko Oficial Warning di ja sakti hay.
Pegham Administration :)

Comment