Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sagar Siddiqi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sagar Siddiqi

    Teri duniya mein ya RUB zeest ke saman jalate hain
    Fareb-e-zindagi ki aag mein insaan jalate hain


    Dilon mein azmat-e-tauheed ke deepak afsurda hain
    Jabinon par riya-o-kubr ke saman jalate hain

    Hawas ki bar-yabi hai Khirad-mandon ki mahafil mein
    Rupehli tikliyon ki oot mein eman jalate hain

    Hawadis raqs-farma hain qayamat muskurati hai
    Suna hai nakhuda ke naam se toofaan jalate hain

    Shagoofe jhoolate hain is chaman mein bhook ke jhoole
    Baharon mein nasheman to bahar-e-unwaan jalate hain

    Kahin pazeb ki chan-chan mein majboori tarapti hai
    Riya dam tod deti hai sunehre daan jalate hain

    Manao jashn-e-may-noshi bikhrao zulf-e-may khana
    Ibadat se to "Sagar" dahar ke shaitaan jalate hain.:rose

  • #2
    Re: Sagar Siddiqi

    ha dua yad mgr hurfe dua yad nahee
    mere nagmat ko andaze nwa yad nahee
    hm ne jin k liay rahoo m bichaya tha lahoo
    hm se kehte ha k wohee ahde wafa yadd nahee
    zindgi jubre muslsal ki terha kati ha
    jane kiss jurm m paie sza yad nahee
    m ne palkoo se dre yar pe destak thee
    m wo sayel? ho jise koee sda yad nahee
    kese bher aayee sre sham kisi ki ankhain
    kese theraie cheragoo ki zeA yad nahee
    sirf dundlate sitare ki chemak dekhi ha
    kub howa koun howa muj se juda yad nahee
    AAOO 1 SAJDA KRE ALME MEDHOOSHI M
    LOOG KEHTE HA K SAGIR KO (KHUDA )YAD NAHEE
    :rose

    Comment


    • #3
      Re: Sagar Siddiqi

      Bohat khoob :)_
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Sagar Siddiqi

        nice shayri :rose great great

        Comment


        • #5
          Re: Sagar Siddiqi

          pucha kisi ne hal kisi ka to ro diye
          pani main aks CHAND ka dekha to ro diye

          nagma kisi saaz peh cehraya to hansh paray
          gagch kisi nay saaakh se tora to roo diye

          urta howa ghubaar sar-e rah dekh kar
          injam hum ne isaq ka socha to rah diye

          badal fiza main ap ki Tasveer ban gaay
          sayed kohi kyal se guzra to roo paray

          rang-e Safiq se aag sagofon main lag ghi
          SAGAR hamaray Haath se jalka to Roo Paray

          Comment


          • #6
            Re: Sagar Siddiqi

            Zabardast!
            Aao Ik Sajda Karain Aalm-e-Madhoshi Main.
            Log Kehtay Hain Ke Saghir Ko Khuda Yaad Nahi.
            :oldie:
            S T I L L W A I T I N G
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Sagar Siddiqi

              very nice sharing :bou:

              Comment


              • #8
                Re: Sagar Siddiqi

                V.niCe.....

                Sagar siddiqu My ll time Fav.......

                Thanks for sharing.

                Comment

                Working...
                X