ik sumandar main duub se gaye hoon
aur in lehroon main sukoon he nahin hai mujhay,
uss keh alfaas ki sachai ko dil manta nahin,
laikin nahin us seh pyaar tu nahin hai mujhay,
buss uss ki batain mujhay bhoolti nahin hai,
aur uss ka andaaz bohat pasand hai mujhay,
uss ki dil ki har baat jann-na chahti hoon,
lakin nahin uss seh pyaar tu nahin hai mujhay
nahin chahti keh kisii aur ko wo chahay,
jabkeh koi aur bhe chahta hai mujhay,
uss seh dosti ki inteha hai itni,
laikin nahin uss seh pyaar tu nahin hai mujhay,
kiss tarha uss keh khayaal maireh khayaaloon seh mill jatay hain,
kiss tarha wo apna sarra haal keh jata hai mujhay,
aur main bhe tu uss seh sab kuch keh jati hoon,
lakin nahin us seh pyaar tu nahin hai mujhay,
wo itna kuch jo uss neh kaha, shaid uss keh liyay baimatlab tha,
laikain najanay kyon bhoolta nahin hai mujhay,
lagta hai pehlay sab sach tha aur abb jhoot,

buss kuch duur he challi ayeen hoon main iss rah par,
tab he shaid uss baat ka afsoos hai mujhay,
uss neh he shaid mujhay majboor kiya hai,

yeh zindage hai, kahani tu nahin hai ay dil,
jo kahin thehernay he nahin daita hai tu mujhay,
samajh ja keh abb yehe main kahoon ge hamesha,
keh nahin uss seh pyaar tu nahin hai mujhay.

Comment