Dil main tu muhabbat abb bhe hai magar,
ankhoon main sabr buss yaheen tak tha,
Shikast kahoon issay ya kamyaabi ka naam doon,
tum seh yeh zair-o-zabr buss yaheen tak tha,
Kahin milti nahin nazar aati hamari yeh rahain,
shaid dil baikhabar buss yaheen tak tha,
Abb mujh seh izhaar ki tawaku na karna,
maira khaloos, maira jabr, buss yaheen tak tha,
Apneh nafs seh lartay lartay haar gayee hoon,
maaf karna, maira sabr buss yaheen tak tha.

Comment