Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mere Diary se Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Mere Diary se Intikhaab

    Wonderful collection!
    aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
    kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

    Comment


    • #32
      Re: Mere Diary se Intikhaab

      beautiful collection
      :rose

      Comment


      • #33
        Re: Mere Diary se Intikhaab

        Thanks 2 all of u

        Comment


        • #34
          Re: Mere Diary se Intikhaab

          Is Shanasaayi Ki Deewar Ko Gir Jaane Do

          Tu Mujhe Paas Se Chup Chaap Guzar Jaane De

          Zindagi Tere Gham Main Khud Hi Bikhar Jaaye Gi

          Hijr Ke Dard Ka Mafhoom Samajh Aane De

          Haan Tere Baad Sambhal Jaayein Ge Rafta Rafta

          Hum Isi Aas Main Hain Hum Ko Behal Jaane De

          Apni Marzi Se Samaite Hain Ye Aansoo Maine

          Mujh Ko Is Dard Ke Darya Main Utar Jaane De

          Gham_E_Tanhaayi Tujhe Khaak Na Kar De Aakhir

          Thaam Le Haath Koyi Meri Fikar Jaane De

          Comment


          • #35
            Re: Mere Diary se Intikhaab

            Ye Vaada Liya Tha Na

            Hamesha Khush Rehne Ka

            To Dekh Lo Aaa Ke

            Meri Aankhon Ko Dekho Tum

            Ye Kitni Shokh Lagti Hain

            Mere Honton Ko Dekho Tum

            Hamesha Muskurate Hain

            Koyi Bhi Gham Agar Aaye

            Usay Hans Ke Saha Maine

            Mere Chehre Ko Dekho Tum

            Hamesha Pur Sukoon Hoga

            Kiya Tha Jo Maine Tum Se

            Wo Vaada Kar Diya Poora

            Magar Ik Baat Hai Jaana

            Kabhi Jo Waqt Mill Jaaye

            To Meri Shayri Parhna

            Tumhein Mehsoos Hoga

            Kahin Talkh Bhara Lehja

            Kahin Ye Sard Sa Lehja

            Kahin Ye Dard Ki Jheelein

            Kahin Lehje Ki Karwaahat Suno

            Main Khush To Hoon Lekin

            Mera Har Lafz Rota Hai

            Mera Har Lafz Rota Hai

            Comment


            • #36
              Re: Mere Diary se Intikhaab

              Wonderful collection!

              Comment


              • #37
                Re: Mere Diary se Intikhaab

                bahut hi umda sharing :rose

                Comment


                • #38
                  Re: Mere Diary se Intikhaab

                  Thanks 2 both of u

                  Comment


                  • #39
                    Re: Mere Diary se Intikhaab

                    Bari achi Collection

                    Bhut Khoobbbbbbbbbbbbbbbbb

                    Comment


                    • #40
                      Re: Mere Diary se Intikhaab

                      Zabardast!
                      Bless You!
                      :oldie:
                      S T I L L W A I T I N G
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: Mere Diary se Intikhaab

                        Kabhi kabhi shayeri kay kuch lafz aisay hotay hain jaisay insaan apni khudh ki roudad-e-hayaat paRh raha, aap ki post ki gayi iss nazm kay alfaaz lagta hay jaisay meray hi liye likhay huway hain, bohat hi acha intikhaab hay aap ka, keep sharing, khsuh rahyeh :)

                        Originally posted by BadMan View Post
                        Ye Vaada Liya Tha Na


                        Hamesha Khush Rehne Ka

                        To Dekh Lo Aaa Ke

                        Meri Aankhon Ko Dekho Tum

                        Ye Kitni Shokh Lagti Hain

                        Mere Honton Ko Dekho Tum

                        Hamesha Muskurate Hain

                        Koyi Bhi Gham Agar Aaye

                        Usay Hans Ke Saha Maine

                        Mere Chehre Ko Dekho Tum

                        Hamesha Pur Sukoon Hoga

                        Kiya Tha Jo Maine Tum Se

                        Wo Vaada Kar Diya Poora

                        Magar Ik Baat Hai Jaana

                        Kabhi Jo Waqt Mill Jaaye

                        To Meri Shayri Parhna

                        Tumhein Mehsoos Hoga

                        Kahin Talkh Bhara Lehja

                        Kahin Ye Sard Sa Lehja

                        Kahin Ye Dard Ki Jheelein

                        Kahin Lehje Ki Karwaahat Suno

                        Main Khush To Hoon Lekin

                        Mera Har Lafz Rota Hai

                        Mera Har Lafz Rota Hai
                        sigpic

                        Comment


                        • #42
                          Re: Mere Diary se Intikhaab

                          buhat khoob.............

                          Comment


                          • #43
                            Re: Mere Diary se Intikhaab

                            Thansk 2 all of u

                            Comment


                            • #44
                              Re: Mere Diary se Intikhaab

                              Thanks Dear

                              Comment

                              Working...
                              X